Al Qur'an:
To Kya Yeh Samjhte Ho Ki Ham Ne Tumhe Bekaar Banaya aur Tumhe Hamari Taraf Firna Nahi.
[ S.MOAMINUN:115 ]
Woh Jisne Mout Aur Zindagi Paida Ki Ke Tumhari Jaanch Ho Tum me Kiska Kaam Zyada Achha Hai.
[S.MULK:2]
Logon ka Hisaab Najdik Hai Aur Woh Gaflat Me Mooh Feire Hai.
[ S.AMBIYA PARA:17 AYAT:1 ]

DeeniRaah.Blogspot.com |
• Al Qur'an ( Some Inspirational Aayats ) •
Al Qur'an
Kia Ye Log Ye Khayal Karte Hain Ke Ham Inki Posheeda Baato Aur Sargoshiyoun Ko Sunte Nahi ? Haan Haan Sab Sunte Hain Aur Hamare Farishte In Ke Paas In Ki Sab Batain Likh Lete Hain.
[ Surah e Zukhruf : Ayaat No. 80 ]

Woh Jisne Mout Aur Zindagi Paida Ki Ke Tumhari Jaanch Ho Tum me Kiska Kaam Zyada Achha Hai. [S.MULK:2]
Aur Karib Hai ke koi baat Tumhe Buri lage aur woh Tumhare Haq me Behtar ho, aur Karib Hai ke koi Baat Tumhe Pasand Aaye aur wo Tumhare Haq me Buri ho, aur ALLAH Janta hai aur Tum Nahi Jante.
[ S. BAKRAH (SURAH 2, PARA 2) : 216 ]
Keh Do Ke Khuda Aur Us Ke Rasool Ka Hukum Maano Agar Na Maanain Toh Khuda Bhi Kaaafiron Ko Dost Nahi Rakhta.
[Surah e Al Imran : Ayaat 32]
Logon ka Hisaab Najdik Hai Aur Woh Gaflat Me Mooh Feire He [ S.AMBIYA:1 ]
Aur Uski Nisaniyon se He K Tumhare Liye Tumhari Hi Jins Se JODE banaye ke Unse Aaraam Pao Aur Tumhare Aapas Me MOHABBAT Aur Rehmat Rakhi. Besak Isme Nisaniyan Hai Dhyan Karne Walon Ke Liye.
[ S.ROOM:21 ]
Aur Jab Adami ko TAKLIF pahunchti hy hame pukaarta hy Lete aur Baithe aur Khade, Fir jab ham uski TAKLIF dur kar dete hyn CHAL DETA hai, Goya kabhi kisi Taklif ke pahunchne par hame Pukara hi Na tha.
[ SURAH YUNUS:AYAT-12 ]
Aur Allah ki Rehmat se Na-Umeed mat ho. Beshak Allah ki Rehmat se wohi log Na Umeed hoty hain jo Kafir hain.
[ Al-Quran:YOUSUF:87 ]
Aur Khuda Tumahra Madadgaar Hai Toh Tum Par Koi Gaalib Nahi Aa Sakta. Aur Agar Woh Tumhain Chor De Toh Phir Koun Hai Ke Tumhare Madad Kare Aur Mominon Ko Chahiye Ke Khuda Hi Par Bharosa Rakhain.
[ Surah e Al Imraan : Ayaat No. 160 ]
Aur Yaad karo Jab Tumhare RAB ne Suna diya ke Agar Aehsaan Maanoge To Me Tumhe Aur Dunga, Aur Na-Sukri Karo to Mera Azaab Sakht Hai.
[ S.IBRAHIM: 7 ]
Jannat Ki Aurto'n Aur Hooro'n Ki Khaas Khubi Ye Hy K Woh Nigaahe'n Neechy Rakhne Wali Hyn "
[ Sura-e-Rehman ]
Aur Apni Zeib O Zeenat Zahir Na Karei'n Sivaye Us K Jo Azkhud Zahir Hojaye
[ Sura-e-Noor 31 ]
Agar Tum ALLAH Se Darnay Wali Ho Tou Baat Mein Naram Andaaz Na Ikhtiyar Kro K Dil Ki Kharabi Mein Mubtala Koi Shakhs Laalach Mein Par Jaye
[ Sura-e-Ahzab : 32 ]
Aur Hum Ne Insaan Ko Apne Maa Baap Ke Saath Husn O Sulook Kerne Ka Hukm Diya Hai, Iski Maa Ne Isey Takleef Utha Ker Pet Main Rakha Aur Takleef Berdaasht Ker Ke Isey Jna.
[ Al Ahqaaf : 15 ]
Wo jinse logo ne kaha ke logone tumhare liye jaththa joda to unse daro, to unka imaan aur zaaid hua, aur bole ALLAH hamko bas he, aur kya achha karsaz.
[ Q-3:173 ]
Aye Imaan walon !! Sabr Aur Namaz se Madad Chaho, Besak Allah Sabiron ke Saath Hai.
[ Surah bakrah : 153 ]
Aur Mere Bandon Se Farmaao Woh Baat kahe Jo sab se Achhi ho, Besak Saitan unke Aapas me Fasaad Daal deta hai.
[ Surah Bani Israil : 53 ]
Aur Zameen me Itraata Na chal, Besak Hargiz Zameen ko Na Chir Dalega Aur Hargiz Bulandi me Pahadon ko Na Pahunchega.
[ Surah Bani Israil : 37 ]
Gan diya (Dirty women) gandon (Dirty men) ke Liye aur gande gandiyo ke Liye aur Suthriya (Clean women) suthron (Clean men) ke Lie aur Suthre suthriyo ke Lie.
[ S.NOOR(24) :26 ]
Badkaar mard NIKAH na kare magar badkaar aurat ya shirkwali se aur Badkaar aurat se NIKAH na kare magar badkar mard ya mushrik & Ye kam Imanwalo par Haraam hy.
[ S.NOOR(24): 3 ]
Aur Agar Jab vo Apni Jano par zulm kare, To Ae Mehboob tumhare Huzoor hazir hon aur phir Allah se maafi chahein Aur Rasool unki shafa’at farmae to Zarur Allah ko bohot Tauba kabul karne wala Meherbaan Paaein.
[ Surah Nisa Verse.64 ]
Chast ki kasam aur raat ki jab parda dale, ke tumhe tumhare rab ne na chhoda aur na makrooh jana, Aur besak pichhli tumhare liye pehli se behtar hai, aur besak karib hai ke tumhara Rab tumhe itna dega ke tum raazi ho jaoge, kya usne tumhe yatim na paya fir jagah di, aur tumhe apni Mohabbat Me Khud-Raftaa Paya to apni taraf Raah di, aur tumhe haajatmand payaa fir gani kar diya, to yatim par dabao na dalo aur mangata ko na zidko aur apne Rab ki Ne'amat ka khub charchaa karo.
[ SURATUD DOOHAA ]
YE NABI MUSALMAANON KA UNKI JAAN SE ZYAADA MAALIK HAI AUR UNKI BIVIYAAN (WIVES) UNKI MAA EN (MOTHERS) HAI.
[ S.AHZAAB:6 ]
Beshak tumhare paas tasrif laye tum me se wo RASOOL jin par tumhara Musakkat me padna GIRAn hai tumhari bhalai ke nihaayat chahnewale musalmanon par kamal maherban maherban. Fir agar woh mooh feire to tum farmado ke muze ALLAH kafi hai, uske siva kisiki BANDAGI NAHI. Meine usi par bharosaa kiya aur woh bade arsh ka maalik hai.
[ SURAH TAUBAAH : 128 129 ]
Wo jo 'ALLAH' aur uske 'RASOOLON' ko Nahi Maante aur chahte hai ke ALLAH se uske RASOOLON ko judaa karde Aur kehte hai, Ham kisi par Imaan laaye Aur Kisike munkir hue, Aur chahte hai ki Iman w Kufr ke bich me koi raah nikale. Yahi hai thik thik kafir, Aur hamne kafiron ke liye Zillat ka Azaab taiyaar kar rakha hai.
[ SURAH NISHAA (4) : 150, 151 ]
Aur ziyada leneki niyyat se kisi par EHSAAN na karo, Aur apne Rab ke liye SABR kiye raho.
[ SURAH MUDASSIR (74) : 6-7 ]
Ay Imanwalon, Kyun kehte ho woh jo nahi karte. Keisi sakht Na-Pasand hai ALLAH ko wo baat ke wo kaho jo Na karo.
[ SURAH SAFAK (61) : 2-3 ]
Aur Hum Kisi Na Kisi Tarah Tumhari Azmaish Zaror Karenge Dushman K Darr Se Bhookh Pyas Se Jaan-Wa-Maal Se.
[ Quran 2:15 ]
Aur jo Khuda ki Raah me Maare jaaye unhe Murda na kaho balke wo Zinda hain , han tumhe khabar nahi.
[ Surah Baqara , Verse : 154 ]
Aur Allah Azzawajal ko apni qasmon ka Nishana Na Bana Lo.
[ Para 2, Surat Albaqara, Ayat 224 ]
Aur jab unke paas ALLAH ki wo kitaab(QURAN) aai jo unke saath wali kitaab(TAURET)ki tasdik farmaati hai,Aur is se pehle wo usi nabi ke WASEELE se kafiron par fatah maangte the, To jab tasrif laaya unke paas wo jaana pehchaana us se munikir ho beithe, To ALLAH ki la'anat munkiron par
[ S.BAKRAH:89 ]
Jisne kisi Insaan ka Qatl kiya , Goya usne Tamaam Insaan'aon ka Qatl kiya, Jisne kisi Insaan ki Jaan Bachaayi , Goya usne Tamaam Insaan'aon ki Jaan Bachaayi.
[ Surah-e-Maida , Ayaat No: 32 ]
Jo tum par ziyadati kare us par ziyadati karo Utni hi jitni Usne Ki, Aur ALLAH se darte raho Aur jan rakho ke ALLAH darwalon ke saath he
[ S.BAKRAH:194 ]
Ye Aakhirat ka ghar ham unke liye karte hai jo zameem mein TAKABBUR nahi chaahate aur na fasaad, Aur Aakibat Parhezgaron hi ki hai.
[SURAH KASAS:83]
Aur imaanwalon ko khus-khabri do ke unke liye ALLAH ka badaa fazl hai. Aur KAFIRON AUR MUNAFIQON ki khusi na karo aur unki IZAA par Darguzar farmaao aur ALLAH par BHAROSAA rakho aur ALLAH bas hai kaarsaaz.
[ SURAH AHZAAB (33) : 48 ]
Jisne Apne Nafs Ko Paak Rakha Wo Muraad Ko Pohcha, Or Jisne Use Khak Me Mila Diya Wo Khasare Me Raha.
[ AL SHAMS: 9, 10 ]
Dojakh k log jannat walo ko pukarenge k kuch thoda sa pani hum par daal do ya jo rizq ALLAH ne tumhe diya hai us hi main se kuch phenk do, wo jawab denge ALLAH ne ye dono cheezen un munkirine haq par haram kar di hain, jinhone apne deen ko khel aur tafreeh bana liya tha aur jinhe duniya ki zindagi ne fareb main muqtala kar rakha tha.
[ Surah Alaraf RUKOOH:06 ]
Aur jise ALLAH RAAH dikhaana chahe uska seena ISLAAM ke liye khol deta hai,
[ SURAH ANA'AM (6) : 125 ]
Aur Tuje Kya Maloom K Aisi Aag Kya Hogi, Wo ALLAH Ki Sulgai Hui Aag Hogi Jo Dilon Par Chadte Chali Jayegi
[ Humaza : 5-7 ]
Apne RAB se Dua karo GidGidaate aur Aahistaa, Beshak Had se badhne walen use pasand nahi. aur zamin me fasaad na failaao.
[ SURAH A'ARAAF(7):55 56 ]
Woh jo NAMAAZ kaaim rakkhe aur hamaare diye se kuchh hamaari raah me kharch kare. Yahi sachhe MUSALMAAN hai.
[ SURAH ANFAAL (8) : 3-4 ]

ALLAH Aur Uske Farishte SARKAR Par Darood Bhejte Hain Momino Tum Bhi In Par Darood Bhejo Aur Khoob Salaam Bheja Karo
[ Qur'an 33:56 ]
Ay imaanwalo, Allah aur uske rasool ka hukm maano, aur sun-sun kar us se na firo aur un jaise na hona jinhon ne kaha hamne suna aur nahi sunte,beshak sab jaanwaron me badtar allah ke nazdik woh hai jo behare gunge hai, jinko akal nahi.
[ S.Anfaal:22 ]
Aur jo ALLAH par Bharosaa kare to woh use Qaafi hai.
[SURAH TALAAK: 3]
Karib hai ALLAH dushwaari ke baad aashani farmaa dega.
[SURAH TALAAK:7]
Mard afsar hai Auraton par isliye ke allah ne unme ek ko dusre par fazilat dee aur isliye ke Mardon ne unpar apne maal kharch kiye.
[ SURAH(4):34 ]
JIS DIN SAAK KHOLI JAAYEGI AUR SAJDE KO BULAAYE JAAYENGE TO NA KAR SAKENGE, NICHI NIGAHEN KIYE HUE UN PAR KHAWAARI CHADH RAHI HOGI AUR BESHAK DUNIA ME SAJDE KE LIYE BULAAYE JATE THE JAB TANDURAST THE TO JO IS BAAT KO ZUTLATAA HAI USE MUZPAR CHHOD DO KARIB HAI KE HAM UNHE AAHISTA AAHISTA LE JAAYENGE JAHANSE UNHE KHABAR NA HOGI, AUR MEIN UNHE DHEEL DUNGA BESHAK MERI KHUFIAA TADBIR BAHOT PAKKI HAI.
[ SURAH KALAM (68): 42 - 45 ]
Aur ALLAH zarur zaahir kar dega imaan walon ko, aur zarur zaahir kar dega munaafiqon ko.
[ SURAH ANKABUT(29): 11 ]
Aur jo ALLAH aur uske RASOOL aur Musalmanon ko apna dost bnaae to beshak ALLAH hi ka giroh gaalib hai
[ SURAH MAAIDAH: 56 ]
Ay MEHBOOB tum pehle jis Qible par the hamne wo isi liye mukarrar kiyaa tha ke dekhen koun RASOOL ki Pairvi karta hai aur koun ulte paaun fir jataa hai.
[ SURAH BAKRAAH (SURAH.1, PARA.2): 143 ]
To aye MEHBOOB (SALALAHU ALAIHI WSALLAM) tumhaare rab ki kasam ! Wo musalmaan na honge jab tak apne aapas ke zagademe tumhe haaqim na banae
[ S.NISA:65 ]
Aur tumhaare RAB ke Lashkar ko uske sivaa koi nahi jaanta
[ SURAH MUDASSIR(74): 34 ]
Beshak ALLAH (Azzawajal) kisi koum se apni nea'mat nahi badaltaa jabtak wo khud apni haalat na badle
[ SURAH R'AD (S.NO.13, PARA NO.13): 11 ]
Fir jab aayegi wo kaan faadnewali chindhaad, usdin aadmi bhaagega apne bhai aur Maa aur Baap aur Joru aur Beto se, usme har ek ko usdin ek fiqr hai ke wahi use bas hai, kitne MOOH(face) usdin roshan honge haste khushiyan manaate aur kitne moohon par usdin gard padi hogi, unpar shiyaahi chadh rahi hai, ye wohi hai kaafir badkaar.
[ S.ABAS: 33-42 ]
Aur koi kisi ki Gheebat bhi na kia karay, Kia tum mein se koi is baat ko pasand karay ga k apnay maray huay bhai ka Gosht khaye, us se tou tum nafrat kartay ho.
[ Soorah-e-Hujra at : Ayat 12 ]
Aur jis din zaalim apne haath chaba chaba lenge, ke haye kisi tarahse meine RASOOL ke sath raah lee hoti, WaayeKharaabi meri haaye kisi tarah meine fulaane ko dost na banaya hota beshak usne muze behkaa diya mere paas aayi hue Nasihaton se.
[ S.furkan:29 ]
Jis cheej ka tumhe yakin na ho uske piche na pada karo kyonki kayamat ke din kaan, aankh aur dil se yakinan sawaal honge.
[ Qur'an 17:36 ]
BESHAK ALLAH KE YAHA TUM ME ZYAADA IZZAT WALA WOH JO TUMME ZYAADA PARHEZGAR HAI.
[ S.HUJURAT: 13 ]
Hargiz kaam na aayenge tumhe tumhaare Risten aur tumhaari aulad qayaamat ke din tumhe unse alag kar dega aur allah tumhare kaam dekh rahaHE
[ S.MUMTAHIN:2 ]
Ay Imaanwalon, Apni AAWAAZEN unchi na karo us Gaib batanewale(nabi) ki AAWAAZ se aur unke huzur baat chillaakar na kaho jaise aapas me ek dusre ke saamne chillaate ho ke kahi tumhaare AMAL AKAARAT na ho jaen aur tumhe KHABAR NA HO.
[ S.HUJURAAT(PARA-26, RUKU-13) : AAYAAT 2 ]
Aur musalmaan AURATON ko hukm do apni NIGAAHEN kuchh nichi rakkhe aur apni paarsaai ki hifaazat kare aur apne banaao Na dikhaae magar jitna khud hi zaahir hai aur dupatte apne garebaanon par daale rahe aur apna SINGAAR zahir na karen.
[ S.NOOR(24): 31 ]
Aur Jinhon ne hamari Raah me koshish ki, zaroor ham unhe apne raaste dikha denge aur besak ALLAH Nekon ke saath hai.
[ S.ANKABUT(29):69 ]
Aur kehte hai ham imaan laye allah aur rasool paraur hukm maana fir kuchh unme ke uske baad fir jaate hai, aur woh musalmaan nahi,aur jab bulaye jae allah aur uske rasool ki taraf ke RASOOL unme feisala farmae to jabhi unka ek farik mooh fair jata hai.
[ SURAH NOOR : 50 ]
Besak MUNAFIQ log apne guman me allahko fareb diya chahte he, aur wahi unhe gafil karke maarega aur jab namaz ko khde ho, to haarejee se,logoko dikhawa karte he aur allah ko yaad nahi karte magar thoda, bichme dagmag rahe he, '' na idhar ka na udhar ke.
[SURAH NISA : 143 ]
Aey IMAAN Walon Agar Tum DEEN-e-KHUDA ki MADAD Karoge, To KHUDA Tumhari MADAD Karega & Tumhare QADAM Jama Dega
[ P.26/Sure MUHAMMAD ]

0 comments:
Post a Comment