Huzoor Mohammad Sallallahu alaihi wa sallam k Walidain Deene Ibraheemi Par hai Aur Musalman Hai
رَبَّنَا وَاجْعَلْنَا مُسْلِمَيْنِ لَكَ وَمِنْ ذُرِّيَّتِنَا أُمَّةً مُسْلِمَةً لَكَ وَأَرِنَا مَنَاسِكَنَا وَتُبْ عَلَيْنَا ۖ إِنَّكَ أَنْتَ التَّوَّابُ الرَّحِيمُ
Aye hamare Rabb! Hum dono ko apne hukm ke saamne jhukne wala bana Aur hamari aulado ko bhi aik ummate musalman khaas apne ta’abe farmaan bardaar bana, Aur hame hamari ibaadat ke qawaaid bata de aur hum par rahmat ki nazar farma, Beshak tu hi bahut tauba qubool farmane wala meharbaan hai.
[ 2 Surah Baqarah, Aayat 128 ]
DeeniRaah.blogspot.com |
Huzoor RasoolAllah Mohammad Mustafa sallallahu alaihi wa sallam ke waalidain Deene Ibraheemi par the aur musalman the.
Qur’an :
2 Surah Baqarah, Aayat 128 :

Jab ALLAH ta'ala ne Hazrat Aadam alaihis salaam ko dunya me Nabi banakar bheja tab se hi Islaam ki shuruat hui aur har Nabi aur Rasool ne apni qaum ko Islaam ki dawat di. Jo un par Eimaan laya wo ‘Musalman’ hua aur Eimaan nahi laya wo ‘Kaafir’ hua. Jab tak us qaum ke liye us Nabi (ya Rasool) ke baad dusre Nabi (ya Rasool) nahi aate tab tak unke deen ko maanne wala musalman hua.
Hamare Nabi ALLAH ke pyare Habeeb sallallahu alaihi wa sallam Khaatimul ambiya bankar aae. Is liye aap ka Deene islaam qayamat tak rahega aur ab sirf aap par Eimaan laane wala hi musalman hoga.
Hazrat Ibraheem alaihis salaam ne jab apne bete Hazrat Ismaa’eil alaihis salaam ke saath ka’aba shareef ki taamir ka kaam mukammal kiya, to uske baad ALLAH se dua ki ke
‘Aye ALLAH, Meri is aulad ko aur uski nasl ko hamesha musalman rakhna.’
Is liye ALLAH ta’ala ne Hazrat Ismaa’eil alaihis salaam aur unki aulad ki wo puri nasl jis me Pyare Aaqa MOHAMMAD Mustafa sallallahu alaihi wa sallam aaye ya’ni Hazrate Abdullah ibne Hazrate Abdul Muttalib aur Hazrate Aamena binte Wahab tak sab ko Deene Ibraheemi par rakha aur kufr se paak rakha.
Ye Hazraat aap ke elane nabuwwat ke pehle dunya se guzar chuke the. Aur wo Deene Ibraheemi par hone ki wajah se musalman the.
Sirf baat ye hai ke wo Aap sallallahu alaihi wasallam ke Deene Islaam me nahi aae the. Lekin us waqt aap sallallahu alaihi wa sallam ne elane nubuwwat kiya hi nahi tha. Jo Rasoolullah sallallahu alaihi wa sallam ke elane nabuwwat ke baad Aap par Eimaan na laaye wo kaafir honge. Magar aap ke waalidain puri zindagi Deene Ibraheemi par rahe aur is liye musalman hai.
Jab Hazrate Ibraheem alaihis salaam ne Ka’aba ki taamir ke baad dua ki thi tab aap ke sirf ek hi bete Hazrat Ismaa’eil alaihis salaam the (jo Bibi Haajra radiAllahu ta’ala anha se hain).
Hazrate Ibraheem alaihis salaam ke dusre bete Hazrate Is-haaq alaihis salaam (jo baad me Bibi Saara radiAllahu ta’ala anha se hue) ki nasl me Bani Israa’eil me taqreeban 70000 ambiya hue.
Lekin Hazrat Ismaa’eil alaihis salaam ki nasl me Huzoor Khaatimul ambiya MOHAMMAD Mustafa sallallahu alaihi wa sallam ke ilaawa aur koi nabi nahi aaye.
Magar ALLAH ta’ala ne Huzoor sallallahu alaihi wa sallam tak aap ki puri nasl ko Deene Ibraheemi par rakha aur Kufr se paak rakha.
Aur Dua Hazrate Ismaa’eil alaihis salaam ki nasl me un aulaad ke liye qubool hui thi jo Huzoor sallallahu alaihi wa sallam tak sidhi qataar me hain, baaqi khaandan ke baare me nahi. Is liye agarche aap ke chacha wagairah kufr par the.
Magar Huzoor sallallahu alaihi wa sallam ke waalid, dada, pardaada aur waalida, naana aur is tarah waalidain ki dono taraf se nasl ko ALLAH ta’ala ne Kufr se paak rakha.
ALLAH ta’ala uske Habeeb sallallahu alaihi wa sallam ke sadqe me
Sab ko in baato ko yaad rakhne ki aur dusro ko sikhane ki taufiq ata farmae.
Aur Sab ko mukammal ishqe rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifazat farmae aur Sab ko nek amal karne ki taufiq ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyabi ata farmae aur Sab ki nek jaiz murado ko puri farmae.
Aameen.

Magar Wahabi Deobandi Najdi Ahlehadees Ka Pahela Molvi IBNE ABDUL WAHAB NAJDI Ne Fatwa Diya Ki Nabi Ke MAA-BAAP Ma'zllah KAfir e Mushriq The, Aur Iske Fatwe Ki Aad le kar Saudi Hukummat ne 1924 (Pahele Waha Turki hukummat thi. Ahle Sunnat) ke baad Nabi ke Walidein ke Mazaar ko Sahid Kar diya. Huzur Ne 6 Saal ki Nanhi Umr me Apni MAA Hazrat Ameena Radiallahu Anha Ka Mazar Banaya Tha.
India Me Deobandar Ka Peshwa Molvi Rashid Gangohi Likhta hai: Huzur Ke Waalden (MA.BAAP) Ka INTEQAAL Halate Kufr Me Hua {Fatva Rashidya 104} MAZ'ALLAH
Ye Wahabde Qoum Ke Gaddar Aur Nabi ke Gustakh Hai. In Se Door Raho. Inke Pichhe NamaZ Nahi hogi.

0 comments:
Post a Comment