Allah, In The Name Of, The Most Affectionate, Most Merciful
Assalato Wasallaamo ‘Alaika Yaa Rasool Allah Sallallaho ‘Alaihi Wasallam
Wa ‘Alaa Aalika Wa As Haabika Yaa Noor Allah Sallallaho ‘Alaihi Wasallam

Shrine of HAZRAT ALI RADIALLAH TA'ALA ANHU, Mazar-Sharif, Afghanistan:
DeeniRaah.blogspot.com |
• QUOTES OF HAZRAT ALI RADIALLAH TA'ALA ANHU •
Aqalmand Apne Apko Nicha Karke Bulandi Hasil Karta He & Naadaan Apne Apko Badhakar Zillat Uthata He.
Us Chirag Ki Tarah Bano, Jo Gareeb Ki Jhonpadi Me Bhi Utni Hi Roshni Deta Hai Jitni Roshni Ek Baadshah Ke Mahal Me Deta Hai.
Us Waqt Tak Koi Faisla Na Karo Jab Tak Tumharre Khoon Ki Gardish Aor Dil Ke Dharkan Pursakuun Na ho Jaye
Jisne Tujhe Tere AIB Bataye Agar Tujhe AQAL Ho To Beshak Usne Tujh Par EHSAAN Ki INTEHA Kardi.
Duniya Tumhain Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jao.
Insan Ka Apne Dushman Se INTEQAM Ka Sab Se Accha Tarika Ye Hai Ki Wo Apni Khubiyo Me Izafa Kare.
Dushmano Ke Darmiyan Aise Raho Jaise 1 Zaban 32 Daanto Ke Darmiyan Rahti Hai, Milti Sabse Hai Dabti Kisi Se Nahi
Jiska raabita khuda ke saath ho wo naakaam nahi hota, Naakaam wo hota hai Jiski umeedein duniya se waabasta hon.
Jo Shakhs tumhara Ghussa Bardasht Kar Lay, Aur Sabith Qadam Rahay To Wo Tumhara Sacha Dost Hai.
Sharam ki Kashish Husan se ziyada hoti hy.
Rona Dil ko roshan krta hai.
Olaad k liye jo b cheez ghar lao pehle Larrki ko Do phir Larky ko.
Dunya mai subsy khatarnak GHUSSA Jawani ka hai.
Log Tumhari Aqal Se Tmhaari Shakhsiat Ka Wazan Karty Hain Lehaaza Tum Apni Aqal Ka Wazan Elm (knowledge) Se Barhao.
KHUBSURTI Ki Kami Ko AKHLAQ Pura Kar Sakta Hai, Magar AKHLAQ Ki Kami Ko KHUBSURTI Pura Nahi Kar Sakti.
Aisi Gurbat per sabar karna jis mai Izzat Mehfooz ho, Us Ameeri se behtar hai jis mai zilat or ruswaiho.
AGAR BAHU KO SATAAVOGE TO APNI 'BETI' K SADMAAT BARDASHT KARNE PADENGE.
Mohabbat Sab Se Karo Lekin Us Se Aur Bhi Zyada Karo Jiske Dil Me Tumhare Liye Tumse Bhi Zyada Mohabbat Hai
Jisko TUM Se Sachchi Mohabbat Hogi Wo Tum Ko FUZOOL AUR NAA JAIZ Chizon Se Rokega.
Log Tumhari Aqal Se Tumhari Shakhsiyat Ka Wajan Karte Hai Lihaja Tum Apni AQAL Ka Wajan ILM Se Bharo.
Tera Nafs Bahot Keemti Hai Ise Jannat Se Kam Kisi Keemat Par Mat Bech.
KHAAS AUR AAM DOST ME ITNA FARK HOTA HAI AAM DOST SIRT TARIF KARTA HAI LEKIN KHAAS.DOST TAARIF K SAATH TANKID BHI KARTA HAI.
Jahan Sachaai Aur Khuloos Nazar Aaye Wahan DOSTI Karo, Warna Tumhari Tanhaayi Hi Tumhara Behtareen Saathi Hai.
Agar Tum Pahaar Se Girey To Ye Tere Liye Itna Nuqsan-Deh Nahi, Jitna Ke Tu Kisi Ki NAZRON Se Gir Jaye.
Agar Duniya Bahetreen Jagah Hoti to Yahan Koi Rota Hua Paida Na Hota.
Tamam Nekiya 3 (Teen) Chizo Me Jama Kardi Gayi Hai (1) Nikah, (2) Khamoshi, (3) Guftagu.
Us Shaks Se Dosti Mat Karo Jo Apni Maa Se Unchi Awaz Me Baat Karte Hai, Kyu Ki Jo Apni Maa Ki Izzat Nahi Karta,Wo Dost Ki Izzat Kaise Karega
Jab DUSHMAN Par Tumko QABU HASIL Ho To Us Par QABU Pane Ka SHUKRIYA Ye Hai K Uske QUSUR (Galti) Ko MAAF Kar Do.
Apne Kisi Bhi Maamle Me Salah (Mashwara) Aise Logo Se Liya Karo Jinke Dilo Me ALLAH TA'ALA Ka Khauf Ho
Rahmat -e-ilahi Ko Paane Wali Behtareen Cheez Ye Hai K Apne Dil Me Tamam Insano K Liye Humdard Aur Meharban Rahe.
DAULAT MANDI KI MASTI SE KHUDA KI PANAAH MANGO YE EK AISI LAMBI MASTI HAI KE US SE BAHOT DER SE HOSH AATA HAI.
Neki Karo Aur Shar (Takleef) K Liye Tayyar Raho Phir Bhi Tumhe Neki Hi Karna Hai Kyu K Neki Ka Sila Sirf ALLAH Dene Wala Hai.
BAKHEEL (KANJUS) KA MAAL PATTHAR KI TARAH BEKAAR HAI.
Mohabbat Sab Se Karo Lekin Us Se Aur Bhi Zyada Karo Jiske Dil Me Tumhare Liye Tumse Bhi Zyada Mohabbat Hai.
BARISH KA KATRA SEEP AUR SAAP DONE HI K MUNH ME GIRTA HAI LEKIN SEEP USE MOTI AUR SAAP USE ZEHER BANA DETA HAI, JISKI JAISI ZARF WAISE USKI TAKHLIQ.
AGAR TUM USE NA PA SAKO JISE TUM CHAHTE HO TO US-E ZAROOR PA LENA JO TUMHE CHAHTA HAI KYU K CHAHNE SE CHAHE JANA KA EHSAAS JYADA KHUBSURAT HOTA HAI,
Aye Insaan, Tu Apni Pasand Me Khuda Ki Pasand Ko Bhul Gaya, Agar Khuda Ki Pasand Par Amal Kare To Teri Pasand Bhi Tuje Mil Jaye.
Kamyabi Hoslo se Milti hai, Aur Hosle Dosto se Milte hai, Aur Dost Muqaddaro se Milte hai, Aur Muqaddar Insan Khud Banata hai.
Insaan Ka Nuqsaan, Maal Aur Jaan Ka Chalay Jana Nahi, Insan Ka Sab Se Bara Nuqsaan Kisi Ki Nazar Se Gir Jana Hai.
Dost K Saath Kabhi Bhi Aisi Laraai Mat Karna K Laraai Jeet Jao Or Apne Behtreen Dost Ko Haar Jao.
"IKHTIYAAR, TAAQAT aur DOULAT" Yeh Aisi Cheezein hain Jin ke milne se log badaltey nahin BE'NAQAAB hote hain.
Agar Tum Badla Lena Chahte Ho, To Aisa Badla Lo Ki SaamneWala Zindagi Bhar Yaad Rakhe, Aur Aisa BADLA "MAAF" Kar Dena Hai.
Keep ur thoughts more clean than pure water as water drops make river. In the same way, thoughts make character & faith.
Pareshaani Tazkara kartay Rehnay Sai Barrh jaati hai, Khamosh Honay sy Kam ho jati hai, Sabar karnay sy Khatam ho jati hai, Aur Shukkar karnay sy Khushi mein Badal jaati hai.
Dost Ho Ya Parinda, Usko Azaad Chhor Do. Agar Laut Kar Aaya To Wo Tumhara Hy Agar Nahi Aaya To Kabhi Tumhara Tha Hi Nahi.
Agar Tumhen Ek Doosray Ki Niyyaton Ka ilam Hota To Tum Ek Doosray Ko Dafan Bhi Na Kartay.
Kisi ka Dil na Dukhao kyun k tum b Dil rakhte ho.
Gufftogo Chaandi hai or Khamoshii SONA.
Tumhara apny Bhai se Milty waqt Muskura dena bhi SADQA hai.
Agar Tu kisi k Saat Ahsaan karay to Makhfi Rakh Aur jab teray saat koi aur Ahsaan karay to us ko Zahir kr.
Jhoot bol kar jeet jane sy behtar hy KE such bol kar haar jao.
Dil me burai rakhne sy behtr hai narazgi zahir kar do.
Garib Wo Hai Jis Ka Koi Dost Na Ho.
Apni Zuban Ki Tezi Us (MAA-BAAP) Par Mat Aazmao jis Ne Tumhe Bolna Sikhaya
Hamesha Apni Chhotti Chhotti Galtiyon Se Bachne Ki Koshish Karo! Kyun Ki Insan Paharon Se Nahi Chhote Pathron Se Thokar Khata Hy.
Agar RizQ AQal-o-Danish Se Milta.Tou Jaanwar, Be-Wa-Qoof Zinda Hi Na Rehte.
Tum Achha Karo Aur Zamana Tumhe Bura Samje Ye Tumhare HAQ Me Behtar Hai Bajaye Iske K Tum Behtar Karo Aur Zamana Tumhe Behtar Samje.
AQALMAND Insan Wo Hai Jo Apne HAQ Se KAAM Lene Par RAZI Rahe Aur DUSRO Ko Unke HAQ Se Zyada Dene K Liye Taiyar Rahe.
AGAR TUM KISI KO DHOKA DENE ME KAMYAB HO JAO, YE MAT SAMAJHNA KE WO KITNA BEWAQUF THA, BALKI SOCHNA KI USKO TUM PAR KITNA BHAROSA THA.
Jo Musibat Tujhe ALLAH Ke Taraf Le Jaye Woh Azmaish Hai, Aur Jo Musibat Tujhe Allah Se Door Karde Wo Saza Hai.
GUNAHO KI HAQEEQAT YE HAI K GUNAHO KI SHURUAT MAKDI K JAALE KI TARHA KAMZOR HOTI HAI AUR ANJAM JAHAZ K LANGAR KI TARHA MAZBUT HOTA HAI.
Duniya Tumhe Us Waqt Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak Tum Khud Se Na Haar Jao.
Apne Din Ka Aagaaz SADQA Dekar Shuroo Karo Us Din Tumhari Koi Dua Rad Nahi Ki Jayegi.
NAMAAZ Padhne Wale Ko Agar ILM Ho Jaye K Wo Kaisi Ne'amato Se Ghira Hua Hai To Wo Kabhi SAJDE Se Sar Nahi Uthayega.
Bewaqoof Ka Dil Us Ke Munh Me Hai Aur Aqalmand Ki Zaban Us Ke Dil Me Hai.
GAREEB KI MADAD KARO USKA DIL NA DUKHAO AUR USKA EHSAAS KARO KYUNKI GAREEB HONE ME WAQT NAHI LAGTA.
MUSHKIL WAQT ME KISI SE EHSAAN NA MANGO KYU KI MUSHKIL CHAR DIN KI HOTI HAI AUR EHSAAM ZUNDAGI BHAR KA.
QUOTES OF OTHER BUZURGAAN E DEEN
Huzur Gaus-E-Azam Rarmatullah Alaih :
LOGON K Samne MOAZZIZ Bane Reh, Agar Apni GURBAT Zahir Karoge To, LOGON Ki Nigahon Se GIR JAOGE.
Shuru karna tera kaam hai, Puraa karna khuda ka.
Duniadaar dunia ke pichhe bhaagta hai, Aur dunia Allahwalon ke pichhe bhaagti hai.
Musibaton ko chhupaao, is se khudaa ki nazdiki haasil hogi.
Tere sabse badtarin dusman tere bure saathi hai.
"Akalmand Pahele Dil Se Puchhate Hai Fir Muh Se Bolte Hain"
"Wo Insan Kitna Bad Naseeb Hai Jis Ke Dil Me Jandaro Par Rahem Karne ki Aadat Nahi"
Taqdir Se Ladai Jhagda Aur Mukhalifat Na Kar Warna Tu Tabaah Ho Jayega Tu ALLAH K Har Kaam Se Razi Rahe.
Dosti Aise Logon Se Karo Jo Nafs Se Jihaad Par Tumhaari Madad Kare Aur Gunaho Se Bachaye.
" Sabhi Bimariyo Ka IlaaJ Karney Ke Liye Maut Ki Yaad SabSe Behtar IlaaJ Hai. "
"To remember Death is the best treatment for all ailments."
Khush Rehna Chahte Ho To Dusro Ko Khush Rakhne Ki Koshish Karo Jo Apni NAFS Ki Tarbiyat Na Kar Sake Wo Dusro Ki Tarbiyat Kya Karega?
"Maut Ko Yaad Rakhna Nafs Ki Tamam Bimariyo Ki Dawa Hai" "Takabbur Karnewale Ka Sar Hamesha Nicha Raheta Hai"
HAZRAT KHWAJA GARIB NAWAZ Rarmatullah Alaih:
Apni Khushiyo K Liye Kisi Ki Khushiya Khaq Me Na Milao Kisi Ki Khushiya Chhinna Jahannam Ki Aag Kharidna Hai
GARIB NAWAZ:REHMATULLAH ALAHI: Agar Madad Karne Ki Taaqat Hone Ke Bawajud Tu Kisi Ki Madad Na Kare To Tujh Se Janwar Behtar Hai.
Bewafa Duniya Ki Mohabbat Tamaam Gunahon Ki Jadd Hai. Aur Is Ki Dosti Tamaam Musibaton Ki Buniyaad Hai. [ Imaam Gazali ]
OH BADAN KE KHADIM TU KAB TAK KHIDMAT ME MASHROOF RAHEGA? KYA NUQSAAN DEH CHEEZ ME TUM NAFA KA SURAGH LAGA RAHE HO? (HAZRAT ABUL FATAH)
Jo Shakhs Dusro K Gum Se Be-Gum Hai Aadmi Kahlane Ka Mustahiq Nahi. (Sheikh Saadi)
Momim 3 Chizon Ko Dost Rakhta Hai (1) Maut, (2) Durwaishi, (3) Fateha, (HAZRAT USMAN HAROONI ALAIHERAHMAN)
Logon Ki Zarurato Ka Tum Se Wabasta Hona Tum Par ALLAH TA'ALA Ki Inayat Hai (Imam Hussain Radiallah Ta'ala Anhu)
Hazrat Luqman Hakim ki Apne Bete Ko Nasihat Aye Bete, Sher Aur Sanp Ke Pichhe Chahe Tu Chal Le Magar Aurat Ke Pichhe Mat Chalna
‘Goodness lies in the person who doesn’t see goodness within himself.’ Imam Ahmed bin Hanbal (Radi Allahu Anhu)
"JISNE ALLAH K DEEN KA IQRAR ZUBAAN SE KIYA WO MUSALMAN HAI AUR JO ALLAH KI BAATO PAR AMAL BHI KARE WO MOMIN HAI" [HAZRAT IMAAM JAAFAR SAADIQ RADIALLAH ANHU]
"WAQT SEHAT Aur TALLUKAAT Ye Teeno Kabhi Keemat Ka Label Lagakar Nahi Aate Par Jab Hum Wo Kho Dete Hai Tab Unki Sahi Keemat Ka Ehsaas Hota Hai"
JANNAT ME NA KOI BAKHIL (KANJUS) DAKHIL HOGA NA DHOKHE BAAZ NA KOI KHAYANATI NA GULAMO (NOKARO) K SATH BURA SULUK KARNE WALA [HAZRAT ABUBAKAR RADIALLAH ANHU]
Musalman Kamzor Nahi Hota Kamjori Us Wakt Aati Hai Jab Uske DIL Me AZMAT E RASOOLALLAH Ki Kami Aa Jati Hai [HAZRAT ABUBAKER SIDDIQ]
"Talwar Se Ziyada TEZ Waar Mujh Par Us Shaks K Aanso Karte Hai Jo Apne Naseeb Par Rota Hai Magar NAMAZ Nahi Parhta" [HAZRAT IMAM HUSSAIN RADIALLAHO TALA ANHO]

1 comments:
I was looking for Motivational Bhagavad Gita Quotes In Tamil and finally landed on this page where I got all the inspirational talks for free. Thank you so much for sharing these amazing posts on your blog. Keep it up!
Post a Comment