• »»»► Please, Love & Respect Ur Parents !! ♥
DeeniRaah.blogspot.com |
»»»► Rights Of Parents In The Light Of Quran And Hadees:
♥●● ▌▌Al-Qur'an ▌▌●●♥
Aur Hum Ne Insaan Ko Apne Maa Baap Ke Saath Husn O Sulook Kerne Ka Hukm Diya Hai,
Iski Maa Ne Isey Takleef Utha Ker Pet Main Rakha Aur Takleef Berdaasht Ker Ke Isey Jna.
[ Al Ahqaaf : 15 ]
♥
Aur Hamne Aadmi Ko Uske Maa-Baap Ke bareme Takid farmayi, Uski MAA ne Use Pet Me Rakha Kamzori Par Kamzori Zelti Hui Aur Uska Dhoodh Chhutna Do barasme hai, Ye ke Haq Maan Mera aur Apne MAA-BAAP ka, AAKHIR MUZHI TAK AANAA HAI.
[ S.LUKMAN : 14]
" MAA " yani AMMA'n or AMMA'n yani AMAAN, To jis gaod ki AMAAN (safety) me tum parwaan chadhe, use daagh_e_gham na do, muhabbat kro, khidmat karo.
WO MAA JISKI 9-MAHINE KI "TAKLEEF" KA BAYAN ALLAH TAALA APNE PAAK KALAM (Qur'an 31:14) ME KAR RAHA HY. KYA USKI NA-FARMANI AULAD KO MAHSUS NHI HOTI?
♥ ♥ Hadees-e-Pak ♥ ♥
Apne Maa Baap Ki Kabhi Na Farmani Na Karna, Chahe Woh Tumko Ghar Aur Maal Wa Jaidaad Chodne Ka Hukm De dein.
[ Musnad-e-Ahmad : Hadees No. 21570 ]
Jab Olad apny Man Bap ki taraf Rehmat ki nazar kary to Allah usky liye har nazar k badly Hajj e Mabroor (Maqbol Hajj) ka sawab likhta hay "
[ SHOB UL EMAN V6 Page: 186 Hadees No. 7856 ]
"Jo apny Walidain ya 1 ki Qabr par har Jumma k din ziarat k liye hazir ho ALLAH usky gunah bakhsh dayga or Maa Baap k 7 bhalai karny wala likh dia jaye ga"
[ NAWADIR UL USOOL P97 H130 ]
HADEES: Jo Ba-Niyyate Sawaab Apne Waledain Dono ya ek ki Qabr ki Ziyarat kare, Hajje Makbool ke barabar Sawab Paye, Aur Jo Ba-kasrat Inki Qabr Ki ziyarat Karta ho Fariste Uski Qabr ki (Jab ye fout hoga) Ziyarat ko Aae.
[ KANZUL-UMAL J:16 S:200 H:45536 DarulKutbul-Ilmiya, Bairut ]
Murdon ka haal QABR me dubte hue inshaan ki maanind hai ke woh siddat se intzaar karta hai ke baap ya maa ya bhai ya kisi dost ki dua usko pahunche aur jab kisi ki dua use pahunchti hai to uske nazdik woh dunia wa mafihaa se behtar hoti hai, ALLAH AZZWAJAL qabr walon ko unke ZINDAA mut'alikin ki taraf se HADEEYA kiya hua SAWAAB pahadon ki maanind ataa farmata hai, ZINDON ka hadeeya (tohfa) Murdon ke liye 'DUA E MAGFIRAT' katna hai.
[Baihaki SOEBUL-IMAAN JILD:6 SAFA:203 HADEES:7905]
Ishaal e Sawaab Zaroor Karey.
(For Dear 24: Margayaa Mardood Na Fateha Na Darood ;-) )
Shohar Or Biwi ki Mohabbat ka Sabse keemti Sarmaya Woh Awlad hai, Jo har NAMAZ ke baad yeh duwah kare ki YA ALLAH Mere walidain ko bakhs de.
Phool Kabhi 2 Bar Nahi Khilte Janam Kabhi 2 Bar Nahi Milte Milthe Hai Log Hazaro Magar Hazaro Galtiya Maaf Karne Wale "MAA-BAAP" Nahi Milte.
=VOiCE OF PARENTs=
"UMMAR" Bhar JiS "PHOOL" Ki"PARWARiSH" Ki" aye_Khuda
Jab "KHUSBOO" Ke KabiL Hua To"GAiRON" Ka Ho Gaya.
Aur kuch Bhi Nahi Chahta Mein Apni Is Haseen Zindagi Me " Ya Rabb "
Dua hai Ke Kisi Ke Dukh Ki Wajah Meri ZaaT na Ho.
Gardishe laut jati hai meri balaye lekar,
Ghar se nikalta hoon maa ki duayen le kar.
MUST READ....IF U LOVE UR MOTHER THEN U CAN FEEL THE FEELING OF THESE WORDS.
Sab ka gum mai kagaz pe likhta hu,
Aaj socha ke maa teri dastan bhi byan kar du.
Waise to meri har ek saans teri rahmat ki mohtaj hai...
magar aaj mai sabke samne apni zindagi tere naam kardu...
Maine apni aankho ke samne tujhe bilakhta jab jab dekha hai...
Tab tab maa maine apne dil ko dhadkne se roka hai...
mujhe to yaad nhi manzar wo bachpan ka...
magar logo se mai teri mamta ki dastan sunta aaya hu...
Tujhe taklifo ke badle hazaro khushia du...
maa aise lakho sapne mai aaj tak bunte aaya hu...
khushi se tu fule nhi smati thi...
kahte hai bar bar mera matha chume jati thi...
suna hai tune us waqt mere liye khana pina tak chhod diya tha...
mujhe apne sine se laga kar tune jahan se muh mod liya tha...
♥ toote huye chhat se jab raato ko pani tapkata tha,
tab suna hai maa teri mamta ka amrit mujh pe barsta tha...♥
tu pani wali jagah pe khud let jaya karti thi...
kahi mujhe na kuchh hojaye is baat se tu darti thi...
hamesha tune sabse jyada mujhe chaha hai...
mai mila hu manato se hamesha hi mujhe ye kaha hai...
mere dukh ke waqt me bhi ek tuhi thi jisne mujhe smjha tha...
mai kya chahta hu bina kahe hi tune jana tha...
sara sara din rab ke aage meri slamti ke liye duaye mangti rahti thi...
mujhe uthale magar mere bete ko thik kar tu baar baar rab se ye kahti thi...
tere itne ahsano ke badle mai tujhe aaj tak kya de paya hu...
teri zindagi ka rati bhar gum bhi na mai kam kar paya hu...

Umeed hai ke mai aage kuchh aisa kar ke dikhaunga,
Mai apni maa ki sari khushio ko pura kar jaunga.
♥●● !! In shaa ALLAH !! ●●♥
♥●● !! In shaa ALLAH !! ●●♥
Woh Lafz Dhoondh Raha Tha Larztay Honton Say Zaeef Baap Ko Betay Se Baat Karni Thei".........!! »»»► Please, Love & Respect Ur Parents !!
Ae'MAA ♥'tu hi mere jeene ka asra hai.
Zindagi mein tarakki ka tu hi ek raasta hai
Teri dua'on ne mera darya paar laga diya.
Tere qadmon ke niche jannat hai yeh ehsaas dila diya.
'KHUDA ♥'ko kya mooh dikhaonga jo agar maine tujhe rula diya....?
Baar-Baar jeeke mar jaonga jo agar tera dil dukha diya.
Zindagi ki daud se thak chuka hu mein.
Tere seene se lag ke rone ko tarap raha hoon mein.
Ab tere aanchal me lipat ke mujhe sone de.
Ek nayi zindagi ki subah fir se hone de.
Naseeb se kya mangu tere maqabil kuch nahi.
Hire moti ek taraf,yeh teri keemat nahi.
Ae"RAB"woh din na dikha hum apni'MAA ♥'ko bhula de.
Hume apni'MAA ♥'ki khidmat ka tu sila de.
♥ Lets give our parents a small gift by memorizing this small dua ♥
My Lord! Have mercy on them both as they did care for me when I was little.(17:24)
A very beautiful dua for our parents. We can memorize this dua from Quran and recite it before saying the final salam in tasahhud in prayer.

0 comments:
Post a Comment