GEEBAT (Chugali) ZINA SE BHI BADTAR HAI
.
Rasool-e-Maqbool (SALLALLAHU TA’AALA ALAIHI WA SALLAM) Irshad Farmate Hain
Ki
“Apne Aapko Geebat Se Bachao, Yeh Zina Se Bhi Zyada Buri Hai”
Puchha Gaya, Yeh Zina Se Kaise Badtar Hai?
To Aapne Farmaya, “Aadmi Zina Kar Ke Tauba Kar Leta Hai
To ALLAH TA’ALA Qabul Farmata Hai.
Magar Geebat Karne Wale Ko Jab Tak Wo Shakhs Jiski
Geebat Ki Gayi Ho, Muaaf Na Kare, Uski Tauba Qabul Nahi
Hoti!
Lihaza Har Geebat Karne Wale Ke Liye Zaruri Hai Ki Wo
ALLAH TA’ALA Ke Huzoor Sharminda Hokar Tauba Kare
Taaki ALLAH Ke Karam Se Kaamyaab Hokar Fir Us Shakhs
Se Muafi Maange Jiski Usne Geebat Ki Thi, Taaki Geebat Ke
Andhiyaron Se Rihayi Haasil Ho!
-:[Mukashfatul Qulub: Page-143]:-
.
YA ALLAH,, Ham Sabko SHIRK, ZINA, GEEBAT,
SHARAB’NOSHI, Jaise Badtareen Gunaho Se Mehfooz
Farma
(AAMEEN Summa AAMEEN)
@@@@@@@@@@@@@@

0 comments:
Post a Comment