A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Friday, 15 August 2014

JASOOSI(SPY) KARNA

Assalamu alaikum

JASOOSI(SPY) KARNA:

ALLAH TA’ALA KA FARMAAN HAI
“WALA TAJAS-SASU”
Tarjuma: Jaasoosi (SPY) na karo
(Surah Hujuraat- ayat 12)

Yane, Musalmaano ki Aib-joyi na karo aur unke chhupe haal ki Joostajoo me na raho jise Allah ne chhupaya hai.
BUKHARI aur MUSLIM ki Hadees me hai k
Sarkare Madina Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne irshad farmaya
“Gumaan se bacho. Gumaan badi jhooti baat hai.
Aur

Musalmaano ki aib-joyi na karo. Unke saath HIRS-O-HASAD, BOGHZ-O-HASAD na karo, aye ALLAH k bando bhai bane raho jaisa k tumhe hukum diya gaya hai.

MUSALMAAN MUSALMAAN KA BHAI HAI

USPAR ZULM NA KARE, USKO RUSWA NA KARE aur USKI BE-IZZATI NA KARE.

HUZUR Sallallahu Alaihi Wa Sallam ne apne seene ki taraf ishaara karke farmaya
TAQWA YAHAN HAI
TAQWA YAHAN HAI

Har Musalmaan
musalmaan par haraam hai
uska khoon bhi
uski aabroo bhi
uska maal bhi

ALLAH TA’ALA tumhare jismon aur suraton aur amalon par nazar nahi farmata
Lekin
Tumhare DILON par nazar farmata.

(Khazayanul Irfaan)

ALLAH TA’ALA TOUFEEQ DE.
AAMEEN

Read More Heart Touching Speeches/Articals About Our Beloved Religion Islam

www.DeeniRaah.blogspot.com  
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts