A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Saturday, 30 August 2014

Paani Pilane Ka Sawab

Paani Pilane Ka Sawab



Paani Pilane Ka Sawab


∗ Paani Pilane Ka Sawab *
Hazrat Abu Huraira(Razi Allaho Anho)
Kehte Hain Ke, Hazrat Mohammed
Mustafa (Sallallahu Alaih Wasallam) Ne
Irshad Farmaya,

“Ek Kutta(Dog) Kuve(well) Ke Aas-Paas
Ghum Raha Tha Aur Piyas Ki Vajah Se
Marne Ke Kareeb Tha Ke, Bani-Israiel Ki
Ek Zaniya Aurat(Zinakar) Ne Iss Ko Dekh
Kar Apna Juta(shoe) Utaar Kar Kuve Se
Paani Khich Kar Uss Ko Pila Diya,
Allah Ta’ala Ne Isi Vajah Se Iss Aurat Ki
Magfirat Kardi.

-: (Sahih Muslim Book 026, Hadith-557)
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Paani Pilane Ka Sawab



Paani Pilane Ka Sawab


∗ Paani Pilane Ka Sawab *
Hazrat Abu Huraira(Razi Allaho Anho)
Kehte Hain Ke, Hazrat Mohammed
Mustafa (Sallallahu Alaih Wasallam) Ne
Irshad Farmaya,

“Ek Kutta(Dog) Kuve(well) Ke Aas-Paas
Ghum Raha Tha Aur Piyas Ki Vajah Se
Marne Ke Kareeb Tha Ke, Bani-Israiel Ki
Ek Zaniya Aurat(Zinakar) Ne Iss Ko Dekh
Kar Apna Juta(shoe) Utaar Kar Kuve Se
Paani Khich Kar Uss Ko Pila Diya,
Allah Ta’ala Ne Isi Vajah Se Iss Aurat Ki
Magfirat Kardi.

-: (Sahih Muslim Book 026, Hadith-557)

0 comments:

Followers

Popular Posts