Logo Ki Aurton Ki Baare Me Paakizgi Rakho
★ Logo Ki Aurto Ki Baare Me Paakizgi Rakho !!!
Ek Shakhs Ne Nabi-E-Kareem (Sallallahu Alaihi
Wasallam) Ke Samne Shikayat Pesh Ki Ke,
“Mujhe Apni Biwi Ke Kirdar Par Shubah(Shaq) Hai,
Ye Baat Mere Liye Takleef Ka Sabab Hai,”
Nabi-E-Kareem (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) Ne
Irshad Farmaya :
“Tum Logo Ki Aurto Ki Baare Me Paakizgi Rakho
Toh Log Tumhari Aurton Ki Baare Me Pakizagi
Ikhtiyar Karenge.”
-: (Al Jaamius Sageer)
Sabak : Iss Se Maloom Huwa Ke Adle Ka Badla
Hota Hai, Lihaza Jo Shakhs Dusro Ki Izzat Barbaad
Karega Dusre Uski Izzat Barbaad Karenge.

0 comments:
Post a Comment