Libaas Ke Bawajood Nangi Auratein
LIBAS KE BA’VUJUD NANGI:
.
dozkhiyo me aurton ki Ek jama’at aisee hogi jo
(dunya me libas) pahan kar nangi hogi
(detail in dozkhiyo me aurato'n ki ek jama’at aisee hogi jo
(dunya me libaas) pahan kr nangi hogi
!!
(detail in SAHIH MUSLIM hadis 2128)
MORE HAWAALA- sahih muslim page no-1177 hadis no-2128
raawi-sayyiduna abu hurera(radiylla hu anho)
MORE INFO-
HADEES-
dozakhiyo me 2 jma’ate aisee hogi jinhe maine (apne is ahde mubarak me) nahi dekha (yaa’ni aainda paida hone waali hai) in me ek jma’at un aurato'n ki hai jo Libaas pahan kr nangi hogi dusro ko (apni harkato'n ke zariye) bahkaane waaliya aur khud bhi bahaki huee unke sar bukhti uoonto ki ek taraf jhuki huee kohaano ki tarah honge Woh jannat me daakhil n hogi aur n uski khushbu paaegi
(SAHIH MUSLIM page 1177 hadis 2128)
Mufssire shahir mufti ahmed yaar khan hadise paak ke in alfaaz “jo pahan kr nangi hogi” ke tahat frmate hai
yaa’ni jism ka kuch hissa libaas se dhkegi aur kuch hissa nanga rakhegi ya itna baarik kapda pahnegi jis se jism vaise hi nazar aaega yeh dono ooyub aaj dekhe jaa rahe hai
aur “kohaano ki tarah honge”ke tahat mufti saahib frmate hai is jumlae mubarka ki bahut tafsire hai behtar tafsir yeh hai ki voh aurte raahchalte
sharam se sar nicha n kregi balki be hyaai se uoonchi gardan kiye sar uthaae har taraf dekhti, logo ko ghurti chlegi
jaise uoont ke tmam jism me kohaan uoonchi hoti hai aise hi unke sar uoonche rahaa krenge
(MIR’AAT jild-5 page-255,256)
(2)
LEDIES TAALIM:
FARUQE AAZAM-
jo tohmat ke rasto pr chlega use tohmat lgegi
(AL MQASIDUL HSNA)
AY ISLAMI BAHNO
be haya aurto ke paas n baitho
MORE HAWAALA-
al mqaasidul hasnaa jild-1 page no-421
farmaan-hazrate umar faaruqe aazam
(radiyllahu anho)
maktaba-daarul kitaabul arbi (bairut)
(3)
GAIRO KA BHI IKRAAR:
film ho ya adver tise
aurt ke jism ko sirf kamane ka zariya bna liya hy
(AKHBAARI KHABAR)
islam ne aurat ko hifaazat dee
MORE INFO-
india ke ahmedabad shahar se shaae hone waale akhbaar
“sandesh”me 19 Feb 2013 ko ek sansani khaiz khabar chhapi gayi
jiska mukhtsar khulasa peshe khidmat hai
filme ho ya advertise aurto ke jism ko sirf numaaish ke taur par
btaya jaata hai.baazaar ne nayi product launch krte waqt sirf bikini ya towel pahna kr aurt ko stage par khadi kr dee jaati hai ye kahaa tk durust hai?
Product ke launching me ladkiyo ke jism ki numaaish ke khilaaf america me “human rights association” ne zabardast muhim chlaai hai.inka kehna hai ki shawat ko bhadkaane waale libaas par paabandilgaani chahiye
Is msg ko Ziyadah islami bhaiyo,behno tak pahunchakar
sawab paiye
»»»►►PLEASE ISKO Zaroor SHARE KAREN◄◄«««

0 comments:
Post a Comment