A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Friday, 24 October 2014

Ziker E Hussain Zaroori

Ziker E Hussain Zaroori Kyun...?

Ziker E Hussain Zaroori Kyun

ZIKR_E_HUSAIN KYU
.
ALLAH NE QURAN ME LOGO KI IBRAT K LIE NEK LOGO K
HAAL BAYAN KIE HAI =ISILIE
HUM IMAAM HUSAIN KA ZIKR-E-HAAL BAYAN KARTE
HAIN AAP BHI KIJIYE,
.
aur is kitaab Quraan me Maryam ka haal logo Se Byan kro jab wo apne ghar walo-se alag hoke 1 aise makaan me gai jo mashriQ ki janib tha
>surah-maryam 16
.
IMAM HUSAIN KA ZIKR KYU
KIA JATA Hai ALLAH ne QURAN mE NEK LOGO KA ZIKR KHUD KIA
& KRNE KA HUKM DIA
HAZRAT maryam ibrahim moosa yusuf(alyhisslam)

...............

Majalis_e_Muharram ke fayde:

Hadees me hai ki “Suwaaliheen ke ziker ke waqt rahmat_e_ILaahi ka nuzool hota hai”

Hasnain suwaalihin k sardar hain.

Dusra fayda ye hai ki Suwaliheen ka zikr sunkar ALLAH ke Mahboob Alyhisslam ki muhabbat or unki itaa’at o farmabardari ka jazba paida hota hai.

Imam_e_Aali Maqam ka tazkira,hame deen_o_mazhab ki hurmat qa’im rakhna, kalma_e_HAQ ke liye har musibat bardasht karna or sabr sikhaata hai..

Shuhada ka zikr hamein sikhata hy ki bhuka pyasa rahne,chote chote bacho ke rone biLakne,azizo ki lash dekhne k bawajud HAQ ki himayat kaisekre

Ziker sunne sy dil me Iman ki azmat paida hoti hy,
deen O mazhab ki izzat O hurmat baqi rakhne ke liye jaan O maal ki Qurbani ka jazba paida hota hy.

Kufiyo ka Ahel_e_Bait_e_Risalat ki taoheen krna,unhe satana
fir tarh tarh ki musibato me giraftar hona,

ye sab sunkar ibrat O nasihat milti hy

Qatl_e_Husain ke badle zaalimo ke mare jane ke waqiat sunne sy ALLAH walo ki shaan me gustakhi O be-adabi karne sy bachne ki taofiq hoti hai

yaad rahe kisiki bhi wafaat ka
3 din se zyada gham manana
haraam hai
>BUKhari sharif
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts