A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Saturday 4 July 2015

Roze Mein Gunah Karne Wala

Roze Mein Gunah Karne Wala 

Roze Mein Gunah Karne Wala

Roze Mein Gunah Karne Wala:

HADEES :
  Jo Buri Baat Kehna Aur Us Par Amal Karna Na Chhore To Uske Bhuka Pyasa Rahne Ki ALLAH Ko Kuch Haajat Nahi (SAHIH BUKHARI Jild 1 Page No 628 Hadis No1903)
(2) GUNAH SE BHI BACHO:
HADEES : 
  Sirf Khane Wa Pine Se Baaz Rahne Ka Naam Roza Nahi Balki Roza To Yeh Hai ki Lagav Aur Be Huda Baato Se Bacha Jaae (MUSTDARAK LIL HAAKIM Jild2 Page No67 Hadis No1611)
(3) POINT:

Jo Kaam Halaal Hai Jaise Khana Pina woh Bhi Roze Me Mana Ho Jate Hai To Jo Pahle Bhi Haram Ho Jaise Bad Nazari Gibat Vagerah woh Roze Me Karna Kaisa Hoga?
MORE INFO:  
Gaur Farmaaiye Rozadaar Ramzan Me Din Ke Waqt Khana Pina Chhor Deta Hai Haala Ki Yeh Khana Pina Is Se Pahle Din Me Bhi Bilkul Jaaiz Tha Fir Khud Hi Soch Lijiye Ki Jo Chize Ramzan Sharif Se Pahle Halaal Thi woh Bhi Jab Is Mubarak Mahine Ke Muqaddas Dino Me Mana Kar Dee Gaee To Jo Chize Ramzanul Mubarak Se Pahle Bhi Hram Thi,Maslan Jhuthh,Gibat, Chugli, Bad Gumani,Gaalam Galoch,Filme Drame,Gaane Baaje,Bad Nigaahi,Dadhhi Mundana Ya Ek Muthhi Se Ghtana,Vaalidain Ko Satana,Bila Ijazate Shrai Logo Ka Dil Dukhana Vgerah Voh Ramzanul Mubarak Me Kyu NaAur Bhi Ziyada Haram Ho Jaegi?
Rozadaar Jab Ramzanul Mubarak Me Halaal Wa Tayyib Khana Pina Chhor Deta Hai, Haram Kaam Kyun Na Chhore?

AB FARMAAIYE! Jo Shakhs Paak Aur Halaal Khana, Pina To Chhor De Lekin Haram Wa Jahnnam Me Le Jaane Wale Kaam Be Dastur Jaari Rakhe Voh Kis Qism Ka Rozadaar Hai?
(4) GUNAH OFF NEKI ON:
Roze Me Digar Gunaho Ke Saath Saath Khaas Kar In se Bhi Bachiye Aur Hamesha Bachne Ki Niyyat Kijiye  
* Bad Nazari * Gibat * Dadhhi Mundana * Bad Nigaahi
★ Allah Ta’ala hamen islami Masail ko sikhne aur samajhne Ki toufiq ataa farmaye *Aameen* ★
For More Msgs Click This Link
    
. Baraye Karam Is Paigham Ko Dusro ko Share kijiye 

ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN  

 ●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts