A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Saturday 16 January 2016

Valentine's Day Ki Haqeeqat

Valentine's Day Ki Haqeeqat

Asslam o alaikum Valentine's Day Ki Haqeeqat ke barey mein bohat si mukhtlif riwayaat kai kitabo'n mein milti hain jinh mein se bohat si tou sirf farzi kahaniyaan hain.

Valentine's Day Ki Haqeeqat

Asal lafz " Valentine Saint " hai yeh latini zubaan ka lafz hai jis ka tarjuma Buzurg hai. jo Paadriyo'n ke Liye bola jaata hai. Christians ke Ketholiq firqey ke logon ka yeh aqeeda hai k har saal 14 februry ko " Valentine " naam ke Paadriyo'n ki roohein iss duniya mein aati hain. iss liye woh iss din ke tamam kaamo'n, ibadaat, nazr o nayaz se kartey hain. 

Valentine's Day ki ibtida Romiyo'n ne ki Phir yeh Din France or England mein bhi bohat khaas tareeqe se manaya janey laga aur rafta rafta yeh din Duniya Bhar mein manaya janey laga.

Aur aahista aahista Mohabbat ka yeh Khud Saakhta din duniya bhar mein har saal ik naye josh or walwaley se manaya janey laga 

Yeh Din Christians ki aijaad hai khud bohat se Christian Paadri bhi iss din k khilaaf hain aur sach tou yeh hai k iss din k hawaley se Pesh ki janey wali ishq o Mohabbat ki sab Daastan'ein jhooti hain 

Mojudaa doar mein iss din ko sirf Hum-jins Parast, Zina-kaar, fahashi Pasand aur western culture ko pasand karne wale log hi mana saktey hain yeh din aik intehai ghatiya din hai..

Valentine manane se pehle hamari yeh post zaroor parhein. aur zara sochein " Kyaa Aap apni Behan ko Valentine's Day mananey ki ijaazat de saktey.?

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts