A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Tuesday 23 February 2016

Latka hua pait kam karne ke liye

Assalam o alaikum aaj hum aap ko btaaein gey k agar ap motapa ka shikaar hain ya apka pait latk gya hai tou Latka hua pait kam karne ke liye aap ko kya karna ho ga. bagair wakt zaiya kiye hum apne point par aatey hain ..

Latka hua pait kam karne ke liye

" 1 Tinda lein " uss ke Chilko'n sameet 4 piece karein ab itni hi " loki " lein aur " 5 Cup paani " mein pakaein. itna pakaein k 1 Cup paani reh jaye. issko aap Subha Nehaar munh ya Shaam mein jab aap ka pait khali ho pee lein. Pait khali hona lazmi hai. in'sha'ALLAH kuch din ke istemaal se hi aap ko faida nazar aye ga.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts