A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Friday, 12 February 2016

Maa Baap Par Aulad Ke Huqooq

Maa Baap Par Aulad Ke Huqooq

Asslam o Alaikum muslims, Hazrat Abu Huraira (R.A) aur Hazrat Umer (R.A) se Riwayat hai ke Hazoor Pak Sallallahu alaehi Wasallam ne farmaya k Maa Baap Par Aulad Ke Huqooq 4 hain:

1) jab Aulaad Paida ho to umdaa islami naam rakhey.
2) Bachpan mein achi tarha se tarbiyat aur Parwarish karey.
3) Jab Achey burey ko samajhne ki umar ko Pohanchey tou ilm e         Deen aur Quran ki taleem dein
4) Baaligh ho janey par Shaadi kar dein.

ALLAH pak hum sub ko islam ki Sahi Samajh aur ilam ataa farmaye .. Ameen

Maa Baap Par Aulad Ke Huqooq

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts