Quran Parhne Ki Fazilat
* Hazrat Nauman Bin Basheer (R.A) se riwayat hai k madni Sarkar (P.B.U.H) ka farman e aali shaan hai k
" Meri Ummat ki Behtareen ibadat Quran ki tilawat karna hai "
* Hazrat Sayyadna Usman Ghani (R.A) se Riwayat hai ke Sarkar e madeena ( sallallahu alaihi wa aalehi wasallam ) ka farman hai k
" Tum mein se Behtar woh hai jo Quran ko Seekhe aur sikhaye "
(Bukhari Shareef )
Hazrat abdullah Bin masood (R.A) se rwayat hai ke Madeene wale Mustafa (sallallahu alaehi wa aalihi wassallam ) ka irshaad hai k jis ne Kitaab ALLAH ( Qura'an) mein se aik Harf parha tou uss ko har harf ke badley aik Naiki miley gi aur har Naiki 10 Naikiyo'n ke brabar hai. mein Alm ko 1 1 hard ni kehta balke Alif aik harf hai " laam " aik harf hai ar " meem " aik harf hai...
* Hazrat Sayyadna Abu Huraira (R.A) se Riwayat hai k Madni Sarkar (P.B.U.H) ka farman hai k jo Qoam bhi kitaab ALLAH ki tilawat karne aur iss ko bahmi ( 1 dusrey ko ) parhne parhane ke liye ALLAH ke gharo'n mein se kisi ghar mein jama hoti hai un par sakina ( chain o sakoon ) nazil hoti hai aur un par ALLAH ki rehmat chaa jaati hai aur frishtey unhein ( hifazat ke liye ghair lete hain aur ALLAH un ka apne qareeb wale farishto'n mein zikar farmata hai.

1 comments:
Thank you for this valuable article on the importance of the Quran. It highlights how central the Quran is to our lives and its profound impact on our spirituality. Your insights remind us of the Quran's enduring value and encourage daily engagement with its teachings. I appreciate the clarity and depth of your explanation. JazakAllah Khair for sharing.
Post a Comment