A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Wednesday 24 February 2016

Sugar Ka Rohani ilaaj

Sugar Ka Rohani ilaaj

Assalam o alaikum jaisa k aap jantey hain k guzashta kuch saalo'n mein sugar na qabil e yaqeen hadd tak phail chuki hai. har teesra insaan iss ka shikar dikhai deta nazar aata hai. Sugar Ka Rohani ilaaj hum yahan issi wajah se share kar rahe hain ..

iss k ilaaj ke liye log mukhtlif iqsaam ki adwiyat istemal kartey rehtey hain. jin se yeh wakti toar par control rehti hai. khair agar dawa ke sath DUA ka sahara bhi liya jaye tou iss khatarnaak bimaari par qabu paya jaa saktaa.

* iss ke ilawa Sugar ko qabu rakhne k liye Badaam, bhuney hue chaney, aur karrwey joo,, brabar miqdaar mein le kar pees kar rakh lein aur subha khaney k baad half chamach le liya karein.

Sugar ke ilaaj ka wazifa neeche tasveer mein diya gya hai. iss wazifa ko aap 3 baar parh kar paani par damm kar k piyein.. Awwal aakhir Darood shareef bhi parh lein...

Sugar Ka Rohani ilaaj

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

1 comments:

Abdul Hadi said...

This website contains very important information specially on amliyat and sugar ka ilaj. Links given in this page are also useful.

Followers

Popular Posts