A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Wednesday 20 April 2016

Rishta ho janey ka Wazifa

Rishta ho janey ka Wazifa

Assalam o alaikum woh tamam larkiya'an jo Rishta na hone ki waja se pareshan jain un ke liye Rishta ho janey ka Wazifa hum laaye hain.. jis pe aik dafa zaroor amal karein

jaisa ke aaj kal halaat se aap sub waqif hain ke Pehle tou Shadi ke liya Rishte miltey nahi aur agar mil bhi jayein tou woh achey ni hote. jis ki waja se aksar Larkiyaa'n ghar bethi bethi hi umar guzaar deti hain.

issi Pareshani ko zehan mein rakhtey huey aur aap sub readers ke kehne par hum yeh wazifa btaa rahe hain.

jo k yeh hai: 

" Jis Larke / Larki ka Rishta na hota ho, ya na aata ho Uss ke Wazan k brabar Chawal (Rice) le kar aabi Makhlooq par sadqa karna ho ga. Sub se behtar/ afzal tou yeh hai k woh Samandar mein daaley jayein par agar Samandar pas na ho tou darya mein bhi daal saktey. "

iss amal ke kuch hi months mein in'sha'ALLAH, ALLAH pak ke Hukam se aap ka Rishta ho jaye ga.

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts