A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Saturday, 19 July 2014

Juma'h ka Bayan aur Fazeelaten

!!!  Jum'ah ka Bayan Aur Fazeelaten  !!!

Qur'an: 
يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا إِذَا نُودِيَ لِلصَّلَاةِ مِنْ يَوْمِ الْجُمُعَةِ فَاسْعَوْا إِلَىٰ ذِكْرِ اللَّهِ وَذَرُوا الْبَيْعَ ۚ ذَٰلِكُمْ خَيْرٌ لَكُمْ إِنْ كُنْتُمْ تَعْلَمُونَ فَإِذَا قُضِيَتِ الصَّلَاةُ فَانْتَشِرُوا فِي الْأَرْضِ وَابْتَغُوا مِنْ فَضْلِ اللَّهِ وَاذْكُرُوا اللَّهَ كَثِيرًا لَعَلَّكُمْ تُفْلِحُونَ

Aye eimaan walo Jab Jum’ah ke din azaan di jaaye to foran ALLAH ke zikr (Khutba aur Namaaz) ki taraf tezi se chal pado aur kharid wa farokht (kaarobar) chhod do, ye tumhare haq me behtar hai agar tum ilm rakhte ho. Phir jab namaaz ada ho chuke to zameen me muntshar ho (fail) jaao aur ALLAH ka fazl (rizq) talaash karne lago aur ALLAH ko kasrat se yaad kiya karo taake tum falah (kaamyabi) paao.
[ 62 Surah Jum’ah, Aayat 9, 10 ]

HUZUR {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} Ne Farmaya:
" Qayamat Ke din Bande Ke A'amal me sab se pahele 'NAMAZ' ka suwal hoga, Agar Woh Durust Hui To usne Qamyabi Pai Aur Agar usme kami hui to Woh Ruswa Hua Or Usne Nuksan Uthaya"
[ KANZUL-UMAL JILD:7 SAFA: 115 HADEES: 18883 Darool-kutbul-ilmiya-BAIRUT ]

DeeniRaah.blogspot.com

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts