Mujaddide islam
Aye Eimaan walo, ALLAH ki ita’at karo aur Rasool ki ita’at karo aur (apno me se) saahibane amr ki aur phir kisi mas’ale par tum baham ikhtelaf karo to use Allah aur uske Rasool sallallahu alaihi wasallam ki taraf lauta do, Agar tum ALLAH par aur aakhirat ke din par yaqeen rakhte ho to yehi (tumhare liye) behtar aur anjam ke lihaj se bahut achha hai.
[ 4 Surah an-Nisa Aayat 59 ]
Ya’ni ALLAH ta’ala farmata hai tum me ilm walo ke upar ilm wala hoga jo tumhare liye sahibane amr hoga aur jo tumhe ALLAH aur uske Rasool sallallahu alaihi wasallam ki ita’at ka sahi tareeqa sikhaenge. Aam halaat me us Imam ki ita’at karte raho aur jab kisi mas’ale par ikhtelaf ho jae to Qur’an aur Sunnat ki taraf ruju karo.

DeeniRaah.blogspot.com |
• Mujaddide Islam (Revivers) •
Hadeese Nabawi :
(1) Hazrat Abu Huraira Radiallahu ta’ala anhu se riwayat hai ki Har sadi ke khatm hone par is ummat ke liye ALLAH ta’ala ek aise shakhs ko bhejega jo uske liye uske deen ko nikharta rahega.
(Sunan Abu Dawood, Jild -37, Kitab al-Malahim, Hadees -4278)
(2) Ulma e ummatika ambiya e bani israeel.
Meri ummat ke ulema bani israeel ke nabio ke manind hai.
(3) Jab Qur’an aur Sunnat me kisi mas’ale ka hukm na mile to fuqha aur mujtahidin ulema ke mashware par amal (pairwi) karo.

Aur ALLAH ta’ala uske zariye deene islam ko phir se taaza karta hai aur logo ko hidayat ata farmata hai.
(1) Mujaddid 2 sadi ka hissa paata hai, ek sadi ke aakhri arse me paida hota hai aur dusri sadi me mashhoor hota hai.
(2) Wo taqdeer se mujaddid banta hai, tehreer se nahi.
ALLAH ta’ala use Shariat aur Ma'arefat aur Tareeqat ke ilm ke saath dusre fan ka ilm wa hikmat ata farmata hai.
(3) Wo sunni sahihul aqeeda hota hai aur hamesha ta’azeeme rasool aur pairwi e rasool karta hai.
(4) Use dunya ke maal ki koi laalach ya kisi bhi tarah ka khauf nahi hota.
Wo hamesha shariate islam par amal karta hai aur buri bid’ato ko door karke Sunnat tareeqa sikhata hai aur ALLAH ki raza ke liye Deene islam ki khidmat karta hai.
Wo itna bahadur aur aalim hota hai, jo sharai faisla aur hudood jaari kar sake aur musalmano ke jaano maal aur mulk ki hifazat kar sake aur zalim se mazloom ko haq dila sake.
(5) Us zamane ke ulema aur uske baad ke zamane ke ulema bhi uske ilm aur amal se faida hasil karte hain aur use mujaddid maante hain.
Har sadi me ALLAH ta’ala ek ya zyada mujaddid ko bhejta hai.
Pehli sadi :
(1) Imam Umar bin Abdul Azeez
(2) Imam Abu Bakr Muhammad ibn Sireen al-Ansari (radiallahu anhuma).
Dusri sadi :
(1) Imam Hasan Basri
(2) Imam Abu Haneefa an-Numaan
(3) Imam Muhammad bin Hassan Shaibani
(4) Imam Maalik bin Anas
(5) Imam Abdullah bin Idrees Shafi'i (radiallahu anhuma).
Teesri sadi :
(1) Imam Abul Hasan al-Ash'ari bin Umar
(2) Imam Ahmad bin Hambal (radi Allahu anhuma).
Chothi sadi :
(1) Imam al-Bayhaqi
(2) Imam Tahtaawi
(3) Imam Isma'eel bin Hammaad Ja'fari
(4) Imam Abu Jaafar bin Jareer Tibri
(5) Imam Abu Haatim Raazi (radiallahu ta’ala anhuma).
5wi sadi:
(1) Gause aazam Abdul Qadir Jeelani
(2) Imam Abu Naeem Isfahani
(3) Imam Abul Husain Ahmad bin Muhammad Abi Bakr-il-Qaadir
(4) Imam Hussain bin Raaghib
(5) Imam Muhammad bin Muhammad Ghazzali (radiallahu ta’ala anhuma).
Chhathi sadi :
(1) Imam Abul Fazl Umar Raazi
(2) Imam Shaikh Ahmad Kabir Rifaee
(3) Imam Allama Umar Nasfi
(4) Imam Qaazi Fakhruddeen Hassan Mansoor
(5) Imam Abu Muhammad Hussain bin Mas'ood Fara'a (radiallahu ta’ala anhuma).
7wi sadi :
(1) Imam Taqiyuddin as-Subki
(2) Imam Shaikh Shahbuddeen Suharwardi
(3) Imam Allama Abul Fazl Jamaaluddeen Muhammad Afriqi Misri
(4) Khwaja Mohyuddeen Chishti Ajmeri
(5) Imam Abul Hasan Uzzuddeen Ali bin Muhammad Ibn Aseer
(6) Imam Shaikh Akbar Mohyuddeen Muhammad ibn Arabi (radiallahu ta’ala anhuma).
8wi sadi :
(1) Imam Ibn Hajar al-'Asqalani
(2) Imam Taajuddeen bin Ata'ullah Sikandari
(3) Khwaja Nizaamuddeen Auliya Mahboobe Ilahi
(4) Imam Umar bin Mas'ood Taftazaani (radi Allahu anhum)
9wi sadi :
(1) Imam Hafiz Jallaluddeen Abu Bakr Abdur Rahmaan Suyuti
(2) Imam Nooruddeen bin Ahmad Misri
(3) Imam Muhammad bin Yusuf Karmani
(4) Imam Shamsuddeen Abul Kheyr Muhammad bin Abdur Rahmaan Sakhawi
(5) Imam Allama Sayyed Shareef Ali bin Muhammad Jarmaani (radiallahu ta’ala anhuma).
10wi sadi :
(1) Imam Shahabuddeen Abu Bakr Ahmad bin Muhammad Khatib Qistalaani
(2) Imam Muhammad Sharbini
(3) Imam Allama Shaikh Muhammad Taahir Muhaddees (radiallahu ta’ala anhuma).
11wi sadi :
(1) Imam Shaikh Ahmad Sarhindi Mujaddide Alfe Saani
(2) Imam Ali bin Sultaan Qaari
(3) Imam Sultaanul Arifeen Muhammad Baahu (radiallahu ta’ala anhuma).
12wi sadi :
(1) Imam Abul Muzaffar Muhyuddeen Muhammad
(2) Imam Allama Abul Hassan Muhammad bin Abdul Haadi Sindhi
(3) Imam Abdul Ghani Naablisi
(4) Imam Shaikh Ahmad Mulla Jeewan
(5) Aurangzaib Alamgir Mughal (radiallahu ta’ala anhuma).
13wi sadi :
(1) Imam Abdul Ali Luckhnowi
(2) Imam Shaikh Ahmad Saadi Maaliki
(3) Imam Allamah Ahmad bin Ismaeel Tahtaawi
(4) Imam Allama Shah Abdul Azeez Muhaddeese Delahwi (radiallahu ta’ala anhuma).
14wi sadi :
(1) Imam Ahmad Raza Khan Aa’la Hazrat
(2) Imam Shaikh Yusuf bin Ismail bin Muhammad Nasiruddeen an-Nabhani
(3) Imam Shaikh Badruddeen al-Hasani Muhaddees al-Akbar(radiallahu ta’ala anhuma).
Aameen.

0 comments:
Post a Comment