JAB LOG BE-SHARAM HO JAATE HAIN TO ALLAH Ki SAZA AATI HAI…
• JAB LOG BE-SHARAM HO JAATE HAIN TO ALLAH Ki SAZA AATI HAI…
.
History mein Firon Pehla raja Tha Jis Ne Khudai Ka Dawaa Kiya Ke Me Sab Se Bada RAB Hu.
History Ne Use Mushrik e A’zam
Kaha Aur Allah Ka Azaab Aaya Us Par aur Paani Me Duboya aur bahar
Phenk Diya.
Is tarah is par 1 hi azab aya jabki isne Khudai ka daawa
kiya tha…
.
LEKIN Allah Ne Jab “Qoum e Loot” Par Azaab Bheja To 5 Azaab Ek Saath Bheje
1 Zameen Me Zalzala (earth quake)
2 Farishte Ki Cheekh
3 Pattharo Ki Barish
4 Upar Ka Niche or Niche Ka Upar zameen ho jana
5 Chehre Ka badal diya jaana..
Firon aur “Qom e Loot” Mein farqa Ye Tha Ke Qoum e Loot BE HAYA Thi aur
Jo Qoum Bhi Be Haya (Be sharam) Ban Jaati Hai Un Par Allah Ki saza aati
hai.
Aaj Hamara Mua’ashara Bhi Isi Be-sharmi Ki Taraf Ja Raha Hai…
Allah Hamari Hifazat Farmaye or Hamein Apni Panaah Me Rakkhe
*Aameen*
Baraye Karam Is Paigham Ko Dusro ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN
●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣

0 comments:
Post a Comment