A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Saturday 20 December 2014

Malumaate Qur’aan

Malumaate Qur’aan

Malumaate Qur’aan:
 
Quraan’ Ramazan ke mahine meinLailatul Qadr mein nazil hona shoru huwa.

Quraan mein 4 baar Piyare Nabi Mohammad Sallallahu Alaihe Wasallam ka Naam aaya hai

(1)Sura Aal Imran ayat no.144
(2)Sura Al Ahzaab ayat no.40
(3)Sura Fatah ayat no.29
(4)Sura Mohammad ayat no.2
Sura Saf ayat no.6 mein naam Ahmad hai.
@[1486652458258363:]
Sura Tauba ka dusra naam SuratulBaraat hai.
Qur’aan Majid mein 14 sajde hain.Sura Hajj mein 2 sajde hain.
Sura Baqarah ki ayat no.282 ko ayate Dain kaha jata hai.
Sura Fatiha,Sura Al Anaam,Sura Al Kahaf,Sura Fatir,Sura Saba,eh 5 suratain ALHAMDU LILLAH se shuru hoyi hain.

Sura Al Jin,Surah Kafiron,Sura Ikhlaas,Sura Falaq, Sura Naas,eh 5 suratain QUL se shuru hoyi hain.
Qur’aan mein 25 Nabiyon ka zikr aaya hai.

Qur’aan mein ZAID BIN HARSA,SAHABI ka naam aaya hai.
Quran Karim Ek Nazar Main
Quran Majid Allah Ki Kitab Hai
Quran Majid Aasmani Kitab Hai
Quran Majid Huzur(Sallallahu alyhi wasallam)
par Nazil Hua
Quran Majid Ka Nuzu Arsa 22 Sal 5Mah 14 Din Hai
Quran Majid Ke Yaad Karne Wale Ko Hafiz Kehte Hain

Quran Majid Me 30 Pare Hain
Quran Majid Me 114 Surten Hain
Quran Majid Me 86 Surten Makki Hain
Quran Majid Me 28 Surten Madni Hain
Quran Majid Me 7 Manzile Hain
Quran Majid Me Kul 540 Rukuaat hain
Quran Majid Me 6666 Aayten Hain
Quran Majid Me 14 Sajde Tilawat Hain

Quran Majid Me 8 Sakte Hain
Quran Karim Me BISMILLAH HIRRAH MANNIRRAHIM 114 Martaba Aaya Hai

Quran Majid Ki Surah Tauba Ke Shuru Me BISMILLAH Nahi Hai
Quran Majid Me 53223 Zabar Hain
Quran Majid Me 39582 Zer Hain
Quran Majid Me 8804 Besh Hain
Quran Majid Me 61275 Jazm Hain
Quran Majid Me 1274 Tashdid Hain
Quran Majid Me 1717 Amdad Hain
Quran Majid Me 105684 Nuqte Hain
Quran Majid Me 322600 Huruf Hain
Quran Majid Me 86431 Kalmat Hain
Quran Majid Me 87 Waqf Lazim Hain

Quran Majid Me 29 Surten Huruf Mukattat Se Shuru Hoti Hain
Quran Majid Me Sabse Bada Parah RukuAur Surat Ke Aitbar Se 30 Wa Parah Hai
 
Quran Majid Me Sabse Badi Surat Suratul- Baqrah Hai

Quran majid Me Sabse Badi Ruku ParahNo 4 Me Ruku No 8 -YA AYYUHAL LAZINA AAMANU LA TAKUNU KALLAZINA KAFARU WA QALU Hai
Quran Majid Me Sabse Badi Manzil Aakhri Manzil Hai

Quran Majid Me Parah 23 Surah Saffat Ki Dusri Ruku Ba Aitbar Aayat Badi Ruku Hai Jisme 53 Aayten Hain
Quran Majid Me Bada Parah Ba Aitbar Safhat 29 Wan Parah hai
Quran Majid Me Sabse Choti Surat Suratul- Kausar Parah No 30 Me Hai
Quran Majid Me Sabse Choti Ruku parahNo 14 me Ruku No 9 hai
Quran Majid Me Sabse Choti Aayat Parah 29 Surah Mudassir No 21 SUMMA NAZAR Hai

Quran Majid Me Sabse Pehle Nazil Hone Wali Aayten Surah- AlaQ Parah 30 Ke Shuru ki 5 Aayten Hain
Quran Majid me Sabse pehle Mukammal Nazil Hone Wali Surat Suratul-Fatiha Hai

Quran Majid Me Sabse Aakhir Me Nazil Hone Wali Surat Suratun-Nasr Parah 30 Hai
Quran Majid Ki Surah-Mujad la Parah 28Ki Har Aayat Me Lafz Allah- Maujud Hai
BISMILLAH HIRRAH MAN NIRRAHIM Ko Quran Ka Sar Bataya Gaya Hai
Surah-Fatiha Ko Babul Quran Aur Ummulkitab Kaha Gaya Hai
Suratul-Baqrah Ko Quran Ka Arsh Kaha Gaya Hai
Aayatul Kursi Ko Quran Ka Dost Kaha Gaya Hai

Surah-Yusuf Ko Quran Ka taaj Kaha Gaya Hai
Surah- Yaasin Ko Quran Ka Dil Kaha gaya hai
Surah-Rahman Ko Quran ka Taaj Aur Dulhan Kaha Gaya hai
Allah hamen is sari jankari ko yaad rakhne aur samajhne
Ki toufiq ataa farmaye
*Aameen*

.
Baraye Karam Is Paigham Ko Dusro ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN

●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

0 comments:

Followers

Popular Posts