Khawab Ka Bayan Hadees Ki Roshni Mein
Hazrat Anas (Razi’Allahu Anhu) Ne Kaha Ke Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –
“Achha Khwab Nabuwat Ke 46 Hisson Me Se Ek Hissa Hai”.
– [Sahih Bukhari Volume 009, Book 087, Hadith Number 118]
Hadees :
Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –
“Jab Tum Me Se Koi Aisa Khwab Dekhe Jise Wo Pasand Karta Ho Tou Wo Allah Subhanahu Ta’ala Ki Taraf Se Hota Hai Iss Par Allah Ki Hamd (Shukr Ada) Karey Aur Dusron Ko Bata De Lekin Agar Koi Aisa Khawab Dekhta Hai Jo Usey Napasand Ho Tou Ye Shaitan Ki Taraf Se Hota Hai Isliye Uski Buraii Se Panaah Maangey Aur Kisi Se Uss Khwab Ka Zikr Na Karey, Ye Khwab Usey Kuch Nuqsaan Nahi Pahucha Sakega”.
– (Sahih Bukhari, Vol 8, 6985)
Hadees : Hazrat Abu Qatadah (Razi’Allahu Anhu) Ne Kaha Ke, Rasool’Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) Ne Farmaya –
“Ke Achha Khwab Khuda-e-Ta’ala Ki Taraf Se Hai Aur Bura Khwab Shaitan Ki Jaanib Se”.
– [Bukhari Vol-2 Page-1035]
Allah hamen islami
Masail ko sikhne aur samajhne
Ki toufiq ataa farmaye
*Aameen*
.
Baraye Karam Is Paigham Ko Dusro ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN
●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣

0 comments:
Post a Comment