Takkabur Kya Hai..?
» Jawaab : Khud ko Afzal Aur Dusaro'n Ko Haqeer Jaanane Ka Naam Takkabur Hai «
Al-Quraan : Aur Yaad Karo Jab Hum (Allah) Ne Farisht’aon Ko Hukm Diya Ki Aadam Ko Sajda Karo Toh Sab Ne Sajda Kiya Siwaaye Iblees Ke, Aur Wo Ghuroor Me Aa Gaya Aur Kaafir Ho Gaya.
(Surah Al-Bakarah, 34)
∗ Hadees : Nabi-E-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) Farmaate Hai Ke, “Takabbur Haq Ki Mukhaalifat Aur Logon Ko Haqeer Jaan’ne Ka Naam Hai”.
(Sahih Muslim , Kitab-Ul-Imaan , Baab : Tahrim-Ul-Kabir Hadith No-91)
Jo Parhezgaar Hain Usko ALLAH Khoob Jaanta Hai.
(Muslim Sharif)
∗ Wo Shaksh Kis Tarha Takabur Kar Sakta Hai, Jo Mitti Se Bana Ho,
Mitti Me Milne Wala Ho Aur Mitti Me Keede-Makore Ki Gizah Ban’ne Wala Ho.
Hazrat Abu’bakar(Radhi Allahu Ta’ala Anhu)
Allah hamein islamiMasail ko seekhne aur samajhne
Ki toufiq ataa farmaye
*Aameen*
. Baraye Karam Is Paigham Ko Dusro ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN
●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣

0 comments:
Post a Comment