Beti Ke 7 Huqooq
Islam ne Aurat ko Bohat se Huqooq diye hain Yahan hum islami taleemat ki Roshni mein Beti Ke 7 Huqooq byaan karne jaa rahe hain. in ko Khud bhi parein in par amal karein aur Dusro'n k Saath bhi Share karein. Beti ke Huqooq neeche Parhein.
- * Beti ke paida hone par Gham na karein Beti ko ALLAH ki Naimat janein.
- * Betiyo'n se Zyada Diljoi or khaatir'daari rakhein kiun k Betiyo'n ka Dil bohat thorra hota hai.
- * Betiyo'n aur Beto'n ko koi bhi cheez braber dein. Betiyo'n ko haqeer na janein.
- * Koi bhi cheez ho Pehle Betiyo'n ( Daughters ) ko dain phir Beto'n ko dein.
- * 9 Bars ki Umar se Betiyo'n ko naa apne paas sulaein na hi Sagy Bhai k Paas soney dein. Unhein Alehda Bister Par Sulaein.
- * Iss Umar mein Sakhti se Unki Dekh baal karein or kisi bhi aise Shaadi Beyah jahan par Naach, Gaana ho unhein hargiz wahan na janey dein.
- * Beti ko kisi bhi fasiq, faajir, khaas tor pas kisi bad'mazhab k Nikah mein Na dein.
iss Paigham ko apne Dosto'n, Rishte daaro or apne Social media A/c par share karna na bhoolein. jazak'ALLAH.

0 comments:
Post a Comment