Neend Ki Kami Ka ilaaj
jis Shakhs ko Raat ko Neend na aati ho tou woh ( Sipara 19, Surah Al-Furqan ki ayat 47 ) ko 500 martaba parh kar paani par damm kar ke piye ya koi aur pilaye. 7 roz tak yeh amal jaari rakhein.
Aur Agar aap ko Bister par leitne k baad Neend nahi aaye tou aap yeh Dua Parhein..
Tarjuma: Ya-ALLAH Sitarey Chup gaye, Aur Aankhein Pur-sakoon ho gaien hain. Aap Hayyi Qayyum hain, aap ko Na Neend aati hai na oongh, Aye Hayyi Wa-Qayyum meri Raat ko Pur-sakoon bana dijiye. aur meri Aankh ko Neend ataa farma dijiye.

0 comments:
Post a Comment