A single blog for all your needs Islamic wazaif, spiritual healing, and all about Islam

Showing posts with label Jhoot ki Saza. Show all posts
Showing posts with label Jhoot ki Saza. Show all posts

Saturday, 20 December 2014

Jhoot bolne wala

Jhoot bolne wala


◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Jhoot Se Bachte Raho, Is Liye ke Jhoot Gunah kii Taraf Le Jaata hei, aur Gunah Jahannam mei Pahuncha Deta hei, aur Aadmii Barabar Jhoot BoLta Rehta hei, Yaha Tak ke ALLaah Ta’aaLa ke Yahan Us ka Naam Jhooto’n mei Likh Diya Jaata hei.
>MusLim- 6804.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya:
Kisii Bande ka Imaan MukammaL Nahie ho Sakta Jab Tak ke Hansee Mazaaq mei bhi Jhoit ko Na Chhore.
>Musnade Ahmad- 8630.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaaya :
Jo Logo’n ko Hansane ke Liye Jhoot boLe Us ke Liye HaLaakat hei, Us ke liye HaLaakat hei, Us ke Liye HaLaakat hei.
>Tirmizee- 2315.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Mei Us Shakhs ke Liye beech Jannat mei Ghar kii Zamaanat Leta hu’n, Jo Jhoot ko Chhor de, Agar Che Mazaaq mei hii Kyun Na ho.
>Abu Dawood- 4800.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Jab Banda Jhoot BoLta hei to Farishta Us ke Jhoot kii Bad-boo kii Wajah Se Ek MeeL Door ChaLa Jaata hei.
>Tirmizee- 1972.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰

◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasLLam Ne Irshaad Farmaya
Aadmii ke Jhoota hone ke Liye Yahii Kaafii hei ke Wo har Sunii Sunaai Baat ko Bayaan Karta fire.
>MusLim- sharif
Allah hamen islami
Masail ko sikhne aur samajhne
Ki toufiq ataa farmaye
*Aameen*

.
Baraye Karam Is Paigham Ko Dusro ko Share kijiye
ALLAH Apko iska Ajar-e-Azeem Zaroor dega AAMEEN
●●►jazakALLAH khairan◄●●
╠ ♥ PLEASE SHARE ♥ ╣

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Saturday, 23 August 2014

Jhoot Se Bacho! Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jaata Hai

Jhoot Se Bacho! Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jaata Hai
Jhoot Se Bacho! Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jaata Hai



Quran Beshak Jhoot Bolne Wale Par Allah ki Laanat.
– : (Surh Aal-e-Imran, Ayat 61)
∗ Jhoot Se Bacho! Bilashuba Jhoot Gunaah Ki Taraf Le Jaata Hai
Aur Gunaah Jahannam Me Pahunchane Wala Hai
-: (Abu Dawood)
∗ Bahut Saare Log Muh Ke Bal Jahannam Me Phenk Diye Jayenge,
Sirf Apni Zubaan (Yani Jhut) Ki Wajah Se…!!
-: (Tirmizi Sharif)
∗ Farman-e-Nabi : Mai Zamanat Deta Hun Jannat Ke Darmiyan 1 Ghar Ki,
Uss Shaks Ko Jo Mazaak Me Bhi Jhuth Na Bole…!!
-: (Abu Dawod)
∗ Jab Koi Jhuthi Gawaahi Deta Hai, Toh Arsh Kaanpta Hai Aur
Arshh Ke Farishte Gawaahi Dene Wale Par Laanat Karte Hai…!!
-: (Bage Jannat Safa.70)
∗ Apni Jhuthi Taarif Pasand Karna Sharike Haraam Hai,
aur Uss Me Aakhirat Ki Barbaadi Ka Andesha Hai.
-: (Bukhari Sharif, Muslim Sharif)
∗ Uss Shakhs Ke Liye Kharaabi Hai Jo Baat Karte Huwe
Logo Ko Hasane Ke Liye Jhooth Bolta Hai.
-: (Mishkatul Masaabih)
∗ Ye Bohot Badi Khayanat Hai Ke Tum Apne Bhai Se Koi Jhooth
Baat Bayan Karo, Halanke Wo Tumhari Baat Ko Saccha Samjhta Ho.
– (Abu Dowood)
: Dua : Allah Rabbul Izzat Hame Har Haal Me Jhuth Se Parhej
Karne Ki Toufiq Ata Farmaye……!! AAMEEN!
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Saturday, 9 August 2014

Jhoot bolne wala

  J H O O T   ➖➖➖➖➖➖➖  ◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :  Jhoot Se Bachte Raho, Is Liye ke Jhoot Gunah kii Taraf Le Jaata hei, aur Gunah Jahannam mei Pahuncha Deta hei, aur Aadmii Barabar Jhoot BoLta Rehta hei, Yaha Tak ke ALLaah Ta’aaLa ke Yahan Us ka Naam Jhooto’n mei Likh Diya Jaata hei.  MusLim- 6804.  〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  ◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya:  Kisii Bande ka Imaan MukammaL Nahie ho Sakta Jab Tak ke Hansee Mazaaq mei bhi Jhoit ko Na Chhore.  Musnade Ahmad- 8630.  〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  ◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaaya :  Jo Logo’n ko Hansane ke Liye Jhoot boLe Us ke Liye HaLaakat hei, Us ke liye HaLaakat hei, Us ke Liye HaLaakat hei.  Tirmizee- 2315.  〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  ◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :  Mei Us Shakhs ke Liye beech Jannat mei Ghar kii Zamaanat Leta hu’n, Jo Jhoot ko Chhor de, Agar Che Mazaaq mei hii Kyun Na ho.  Abu Dawood- 4800.  〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  ◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :  Jab Banda Jhoot BoLta hei to Farishta Us ke Jhoot kii Bad-boo kii Wajah Se Ek MeeL Door ChaLa Jaata hei.  Tirmizee- 1972.  〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰  ◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasLLam Ne Irshaad Farmaya :  Aadmii ke Jhoota hone ke Liye Yahii Kaafii hei ke Wo har Sunii Sunaai Baat ko Bayaan Karta fire.  MusLim- sharif


  J H O O T 
➖➖➖➖➖➖➖
◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Jhoot Se Bachte Raho, Is Liye ke Jhoot Gunah kii Taraf Le Jaata hei, aur Gunah Jahannam mei Pahuncha Deta hei, aur Aadmii Barabar Jhoot BoLta Rehta hei, Yaha Tak ke ALLaah Ta’aaLa ke Yahan Us ka Naam Jhooto’n mei Likh Diya Jaata hei.
MusLim- 6804.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya:
Kisii Bande ka Imaan MukammaL Nahie ho Sakta Jab Tak ke Hansee Mazaaq mei bhi Jhoit ko Na Chhore.
Musnade Ahmad- 8630.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaaya :
Jo Logo’n ko Hansane ke Liye Jhoot boLe Us ke Liye HaLaakat hei, Us ke liye HaLaakat hei, Us ke Liye HaLaakat hei.
Tirmizee- 2315.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Mei Us Shakhs ke Liye beech Jannat mei Ghar kii Zamaanat Leta hu’n, Jo Jhoot ko Chhor de, Agar Che Mazaaq mei hii Kyun Na ho.
Abu Dawood- 4800.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Jab Banda Jhoot BoLta hei to Farishta Us ke Jhoot kii Bad-boo kii Wajah Se Ek MeeL Door ChaLa Jaata hei.
Tirmizee- 1972.
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
◽ Aap SaLLaLLahu ALayhi WasLLam Ne Irshaad Farmaya :
Aadmii ke Jhoota hone ke Liye Yahii Kaafii hei ke Wo har Sunii Sunaai Baat ko Bayaan Karta fire.
MusLim- sharif
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...

Followers

Popular Posts