Women's Economic RightsMen have been responsible for economic affairs. Because together or individually and as a man runs into the right position. He is Operator and supervisor of women. Allah has given him a Features and forces. The woman has no or less. So based on the family system is capable of being the man. She made such a nature that it would protect men in family life and should be under the protection and care. |
DeeniRaah.blogspot.com |
Auraton ke Huqooq in Urdu |
Insan ke liye sab se ahum zaruri cheez jis ki badolat insan ki tamaddun mein manzilat hoti hai aur jis ke zariye vo apni manzilat ko barqarar rakh sakta hai vo is ki muashi haisyat ki mazbuti hai. Islam ne nehayat wasi haquq de kar aurat ki is hasyat ko mazbut kia hai.
Irshad Bari Taala hai “Mard aurton par qawwam hain isi bina par Alllah ne in mein se aik ko doosre par fazilat di hai is bina par keh mard apna maal kharch karte hai.” Mardon ko qwwam kaha gia hai kiun keh vo infradi aur ijtemaayi tor par muamlaat ko durust halat mein chalane aur is ki hifazat aur nigrani karne aur is ki zarurayat muhaiya karne ka zummah dar hai mardon ko muashi muamlat ka zuma dar banaya gia hai vo aurat ke mutazim aur nigran hain isi lehaz se inhain fazilat di gayi. Yahan fazilat ba mane sharf, karamat aur izzat nahi hai balkeh yahan yeh lafz is mane mein hai keh in mein se aik sifat (yani mard) ko Allah ne tabyan baaz isi khasusyat aur quwatain ata ki hain jo doosri sifat yani aurat ko nahi dein ya is se kum di hain is bina par khandani nizam mein mard qwam hone ki ahliyat rakhta hai aurat fitratan aisi banayi gayi hai keh ise khandani zindagi mard ki hifazat aur khabar giri ke tehat rehna chahiye. |

0 comments:
Post a Comment